Tere Bina Main Na Rahun Lyrics - Chor Aur Chaand


Tere Bina Main Na Rahun Lyrics from Chor Aur Chaand is Hindi song sung by Anuradha Paudwal, Kumar Kanchas and music is given by Nikhil and Vinay. Tere Bina Main Na Rahun song lyrics are written by Ravinder Kapoor. Chor Aur Chaand is a 1993 Hindi movie starring Aditya Pancholi, Pooja Bhatt and Aruna Irani.

Tere Bina Main Na Rahun Lyrics - Chor Aur Chaand

Tere Bina Main Na Rahun Song Detail


Song: Tere Bina Main Na Rahun
Album: Chor Aur Chaand (1993)
Singer: Anuradha Paudwal, Kumar Kanchas
Musician: Nikhil, Vinay
Lyricist: Ravinder Kapoor
Star Cast: Aditya Pancholi, Pooja Bhatt, Aruna Irani etc.

Tere Bina Main Na Rahun Lyrics

Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahe
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam

Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahe
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam

Pyaar kahe mera o jaane jaana
Bas mein agar ho yeh mere

Saanson ke jaise guzarti rahun main
Chhukar labon ko tere ho

Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahe
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam

Tu meri jaan hai mera armaan hai
Tera ghar mera dil hai yeh jahan nahi
Dil yeh betaab hai tu mera khwaab hai
Meri palkon se door kyun rahe kahin
Ho ab to koyi fasla mujhe nahi gawara
Chhod doon jahan agar mile tera ishara

Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahe
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam

Pyaar kahe mera o jaane jaana
Bas mein agar ho yeh mere
Saanson ke jaise guzarti rahun main
Chhukar labon ko tere ho

Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahe
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam

Ho kahun main banwari main banun bansuri
Tere honthon se lagun preet chura loon
Tera aanchal banun tan se lipta rahun
Teri dhadkan ka main har get chura loon
Ho apne pyaar ko jahan ki nazar lage na
Yeh nasha rahe to zindagi safar lage na

Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahe
Yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam

Pyaar kahe mera o jaane jaana
Bas mein agar ho yeh mere
Saanson ke jaise guzarti rahun main
Chhukar labon ko tere ho

Tere bina main na rahun
Mere bina tu na rahe
Yeh kasam yahin le sanam
Ho yeh kasam yahin le sanam
Yeh kasam yahin le sanam
Hey yeh kasam yahin le sanam
Ho yeh kasam yahin le sanam
Haan yeh kasam yahin le sanam