Mohabbat Mein Duniya Se Lyrics - Chor Aur Chaand
Mohabbat Mein Duniya Se Lyrics from Chor Aur Chaand is Hindi song sung by Anuradha Paudwal, Manu Desai and music is given by Nikhil and Vinay. Mohabbat Mein Duniya Se song lyrics are written by Yogesh Gaud. Chor Aur Chaand is a 1993 Hindi movie starring Aditya Pancholi, Pooja Bhatt and Aruna Irani.
Mohabbat Mein Duniya Se Song Detail
Song: Mohabbat Mein Duniya Se
Album: Chor Aur Chaand (1993)
Singer: Anuradha Paudwal, Manu Desai
Musician: Nikhil, Vinay
Lyricist: Yogesh Gaud
Star Cast: Aditya Pancholi, Pooja Bhatt, Aruna Irani etc.
Mohabbat Mein Duniya Se Lyrics
Mohabbat mein duniya seh hum na darenge
Mohabbat mein duniya seh hum na darenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat mein duniya seh hum na darenge
Mohabbat mein duniya seh hum na darenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Teri in adaaon pe hum mar mite hain
Ke tufaan chahat ke dil mein uthe hain
Kisi din hamari wafa aazmana
Tumhare liye hum jiyenge marenge
Tumhare liye hum jiyenge marenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat mein duniya se hum na darenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Na tum baat meri hansi mein yeh taalo
Chalo kore kagaz pe humse likha lo
Badalte rahein rang chahe nazare
Magar hum hamesha rahenge tumhare
Juda ab na honge na aahein bharenge
Juda ab na honge na aahein bharenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat mein duniya seh hum na darenge
Mohabbat mein duniya seh hum na darenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat mein duniya seh hum na darenge
Mohabbat mein duniya seh hum na darenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge
Mohabbat jo ki hai wafa hum karenge