Sharma Ke Baadalon Mein Lyrics - Chor Aur Chaand
Sharma Ke Baadalon Mein Lyrics from Chor Aur Chaand is Hindi song sung by Anuradha Paudwal, S P Balasubrahmanyam and music is given by Nikhil and Vinay. Sharma Ke Baadalon Mein song lyrics are written by Yogesh Gaud. Chor Aur Chaand is a 1993 Hindi movie starring Aditya Pancholi, Pooja Bhatt and Aruna Irani.
Sharma Ke Baadalon Mein Lyrics
Sharma ke baadalon mein
Chanda kyun chhup raha hai
Hum pyaar kar rahe hain
Shayad use pata hai
Sharma ke baadalon mein
Chanda kyun chhup raha hai
Hum pyaar kar rahe hain
Shayad use pata hai
Sharma ke baadalon mein
Sapnon mein khoye huye hain
Hum dono sapnon ke raahi
Sapnon mein khoye huye hain
Hum dono sapnon ke raahi
Humne kiya pyaar kitna
Dega yahi to gawahi
Chahat ka lamha lamha
Likhta yeh ja raha hai
Hum pyaar kar rahe hain
Shayad use pata hai
Sharma ke baadalon mein
Chanda kyun chhup raha hai
Hum pyaar kar rahe hain
Shayad use pata hai
Sharma ke baadalon mein
Sadiyon se yeh dekhta hai
Milna dilon se dilon ka
Sadiyon se yeh dekhta hai
Milna dilon se dilon ka
Leta hai phir kyun sahara
Udte huye baadalon ka
Chupke se kyun na dekhe
Iski yahi ada hai
Hum pyaar kar rahe hain
Shayad use pata hai
Sharma ke baadalon mein
Chanda kyun chhup raha hai
Hum pyaar kar rahe hain
Shayad use pata hai
Sharma ke baadalon mein
Hum pyaar kar rahe hain
Sharma ke baadalon mein
Sharma Ke Baadalon Mein Song Detail
Song: Sharma Ke Baadalon Mein
Album: Chor Aur Chaand (1993)
Singer: Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam
Musician: Nikhil, Vinay
Lyricist: Yogesh Gaud
Star Cast: Aditya Pancholi, Pooja Bhatt, Aruna Irani etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana