Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na Lyrics - Chor Aur Chaand
Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na Lyrics from Chor Aur Chaand is Hindi song sung by Kumar Sanu, Anuradha Paudwal and music is given by Nikhil and Vinay. Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na song lyrics are written by Yogesh Gaud. Chor Aur Chaand is a 1993 Hindi movie starring Aditya Pancholi, Pooja Bhatt and Aruna Irani.
Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na Song Detail
Song: Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na
Album: Chor Aur Chaand (1993)
Singer: Kumar Sanu, Anuradha Paudwal
Musician: Nikhil, Vinay
Lyricist: Yogesh Gaud
Star Cast: Aditya Pancholi, Pooja Bhatt, Aruna Irani etc.
Tere Bin Kahin Jiyara Laage Na Lyrics
Aaja aaja na
Tere bin ho
Tere bin kahin jiyara laage na
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Aaja aaja na
Tere bin ho
Tere bin kahin jiyara laage na
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Kaise bataun tumhein
Dil ki yeh majbooriyan
Todo bhi yeh fasle
Chhodo bhi yeh dooriyan
Tumko bulane lagi
Hathon ki yeh choodiyan
Ho tumko bulane lagi
Hathon ki yeh choodiyan
Aaja aaja na
Tere bin ho
Tere bin kahin jiyara laage na
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Tumko bhi hai yeh pata
Tumse mujhe pyaar hai
Is pyaar se kab kahan
Mujhko inkaar hai
Sheeshe ki phir beech mein
Kaisi yeh deewar hai
Sheeshe ki phir beech mein
Kaisi yeh deewar hai
Aaja aaja na
Tere bin ho
Tere bin kahin jiyara laage na
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Itna to aake bata
Kya maine ki hai khata
Ho tu de raha hai mujhe
Kis jurm ki yeh saza
Aisa na ho main kahin
Keh doon tujhe bewafa
Ho aisa na ho main kahin
Keh doon tujhe bewafa
Aaja aaja na
Tere bin ho
Tere bin kahin jiyara laage na
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Aaja aaja na
Tere bin ho
Tere bin kahin jiyara laage na
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja