Saanson Ka Kya Hai Pata Lyrics - Chor Aur Chaand




Saanson Ka Kya Hai Pata Lyrics from Chor Aur Chaand is Hindi song sung by S P Balasubrahmanyam, Anuradha Paudwal and music is given by Nikhil and Vinay. Saanson Ka Kya Hai Pata song lyrics are written by Yogesh Gaud. Chor Aur Chaand is a 1993 Hindi movie starring Aditya Pancholi, Pooja Bhatt and Aruna Irani.

Saanson Ka Kya Hai Pata Lyrics - Chor Aur Chaand

Saanson Ka Kya Hai Pata Song Detail


Song: Saanson Ka Kya Hai Pata
Album: Chor Aur Chaand (1993)
Singer: S. P. Balasubrahmanyam, Anuradha Paudwal
Musician: Nikhil, Vinay
Lyricist: Yogesh Gaud
Star Cast: Aditya Pancholi, Pooja Bhatt, Aruna Irani etc.

Saanson Ka Kya Hai Pata Lyrics

Saanson ka kya hai pata
Saanson ka kya hai pata
Saanson ke bin jee lenge hum
Teri dhadkan ki dhun
Jo sun lenge hum

Saanson ka kya hai pata
Saanson ka kya hai pata
Saanson ke bin jee lenge hum
Teri dhadkan ki dhun
Jo sun lenge hum


Saanson ka kya hai pata
Saanson ka kya hai pata

Mud kar kise dekhna hai
Chhoota hai saaya kahan
Hum sath aye dhoondh lenge
Kuchh roshni ke nishaan
Jaan gaye jeene ki hum yeh ada

Saanson ka kya hai pata
Saanson ka kya hai pata
Saanson ke bin jee lenge hum
Teri dhadkan ki dhun
Jo sun lenge hum


Saanson ka kya hai pata
Saanson ka kya hai pata

Ab kya shikayat karein hum
Kisko kahein bewafa
Apne liye zindagi to
Khud hai koyi haadsa
Ho dekhenge ab aage hota hai kya

Saanson ka kya hai pata
Saanson ka kya hai pata
Saanson ke bin jee lenge hum
Teri dhadkan ki dhun
Jo sun lenge hum

Saanson ka kya hai pata
Saanson ka kya hai pata
Saanson ke bin jee lenge hum
Teri dhadkan ki dhun
Jo sun lenge hum

Saanson ka kya hai pata
Saanson ka kya hai pata