Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal Lyrics - Chor Aur Chaand


Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal Lyrics from Chor Aur Chaand is Hindi song sung by S P Balasubrahmanyam, Anuradha Paudwal and music is given by Nikhil and Vinay. Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal song lyrics are written by Yogesh Gaud. Chor Aur Chaand is a 1993 Hindi movie starring Aditya Pancholi, Pooja Bhatt and Aruna Irani.

Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal Lyrics - Chor Aur Chaand

Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal Song Detail


Song: Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal
Album: Chor Aur Chaand (1993)
Singer: S. P. Balasubrahmanyam, Anuradha Paudwal
Musician: Nikhil, Vinay
Lyricist: Yogesh Gaud
Star Cast: Aditya Pancholi, Pooja Bhatt, Aruna Irani etc.

Lagne Laga Hai Mujhe Aaj Kal Lyrics

Lagne laga hai mujhe aaj kal
Ke tum saaz chhedo main gaaun gazal
Mehsoos yoon hota hai kyun
Ke har pal main tere sath rahun
Mehsoos yoon hota hai kyun
Ke har pal main tere sath rahun

Lagne laga hai mujhe aaj kal
Ke tum saaz chhedo main gaaun gazal
Mehsoos yoon hota hai kyun
Ke har pal main tere sath rahun

Mehsoos yoon hota hai kyun
Ke har pal main tere sath rahun
Lagne laga hai mujhe aaj kal

Kya kehti hai suno tanhaiyan
Yeh lene lagi rutt angdaiyan
Udti huyi waqt ki dhool se
Chun lein chalo rang har phool se

Lagne laga hai mujhe aaj kal
Ke tum saaz chhedo main gaaun gazal
Mehsoos yoon hota hai kyun
Ke har pal main tere sath rahun
Mehsoos yoon hota hai kyun Ke har pal main tere sath rahun
Lagne laga hai mujhe aaj kal

Yeh pyare pyare kuchh vaadon ke pal
Kal yahi to banenge yaadon ke pal
Kam hoga inka na jaadu kabhi
Ghum hogi inki na khushbu kabhi

Lagne laga hai mujhe aaj kal
Ke tum saaz chhedo main gaaun gazal
Mehsoos yoon hota hai kyun
Ke har pal main tere sath rahun
Mehsoos yoon hota hai kyun
Ke har pal main tere sath rahun

Lagne laga hai mujhe aaj kal
Ke tum saaz chhedo main gaaun gazal
Mehsoos yoon hota hai kyun
Ke har pal main tere sath rahun
Mehsoos yoon hota hai kyun
Ke har pal main tere sath rahun
Lagne laga hai mujhe aaj kal