Sapnon Mein Aana Lyrics - Chor Aur Chaand


Sapnon Mein Aana Lyrics from Chor Aur Chaand is Hindi song sung by Anuradha Paudwal, S P Balasubrahmanyam and music is given by Nikhil and Vinay. Sapnon Mein Aana song lyrics are written by Yogesh Gaud. Chor Aur Chaand is a 1993 Hindi movie starring Aditya Pancholi, Pooja Bhatt and Aruna Irani.

Sapnon Mein Aana Lyrics - Chor Aur Chaand

Sapnon Mein Aana Song Detail


Song: Sapnon Mein Aana
Album: Chor Aur Chaand (1993)
Singer: Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam
Musician: Nikhil, Vinay
Lyricist: Yogesh Gaud
Star Cast: Aditya Pancholi, Pooja Bhatt, Aruna Irani etc.

Sapnon Mein Aana Lyrics

Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana
Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana
Jee chahta hai na yeh neend toote
Aankhon se ab to na sapna yeh roothe

Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana
Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana

Main chor hoon tum chand gagan ke
Kaise hoga apna milan yeh
Main chor hoon tum chand gagan ke
Kaise hoga apna milan yeh
Ke tum ho ujala andheron ne pala
Jatan se mujhe lagan se mujhe

Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana

Pehla yeh ehsaas hai mera
Koyi to mere paas hai mera
Pehla yeh ehsaas hai mera
Koyi to mere paas hai mera Agar hai yeh sapna jo lagta hai apna
Ke tum paas ho to sach kash ho

Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana

Chor socha to ghabraya
Chand zameen par kaise aaya
Chor socha to ghabraya
Chand zameen par kaise aaya
Yeh kya ho gaya hai jo lagne laga hai
Ke hum tum kabhi na the ajnabi

Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana
Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana
Jee chahta hai na yeh neend toote
Aankhon se ab to na sapna yeh roothe

Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana
Sapnon mein aana dil mein samana
Pyaar kya hai mujhe tum batana