Laage Jab Se Nain Laage Lyrics - Daag


Laage Jab Se Nain Laage Lyrics from Daag is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Shankar Jaikishan. Laage Jab Se Nain Laage song lyrics are written by Shailendra. Daag is a 1952 Hindi movie starring Dilip Kumar, Nimmi and Usha Kiran.

Laage Jab Se Nain Laage Lyrics - Daag

Laage Jab Se Nain Laage Song Detail


Song: Laage Jab Se Nain Laage
Album: Daag (1952)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran etc.

Laage Jab Se Nain Laage Lyrics

Laage jab se nain laage
Laage jab se nain laage
Ho dil to gaya
Kya jaane ulfat mein
Kya hoga aage
Jab se nain laage
Ho jab se nain laage

Laage jab se nain laage
Laage jab se nain laage
Ho dil to gaya

Kya jaane ulfat mein
Kya hoga aage
Jab se nain laage
Ho jab se nain laage

Ho hum unke ghar aake
Sharma rahe hain
Ho kyun khul gaye bhed
Pachhta rahe hain
Badhne lage lo mohabbat ke dhage
Badhne lage lo mohabbat ke dhage
Jab se nain laage
Ho jab se nain laage

Laage jab se nain laage
Laage jab se nain laage
Ho dil to gaya
Kya jaane ulfat mein
Kya hoga aage
Jab se nain laage
Ho jab se nain laage

Ho sapne bhi unke
Yeh nidiya bhi unki
Ho mera raha kya
Huyi main to unki
Sab kuchh mera unke kadmon ke aage
Sab kuchh mera unke kadmon ke aage
Jab se nain laage
Ho hab se nain laage

Laage jab se nain laage
Laage jab se nain laage
Ho dil to gaya
Kya jaane ulfat mein
Kya hoga aage
Jab se nain laage
Ho jab se nain laage

Ho kaisi ajab hai
Mohabbat ki batiyan
Ho behosh din hai
To bechain ratiyan
Kaise kahein hum hain soye ke jaage
Kaise kahein hum hain soye ke jaage
Jab se nain laage
Ho jab se nain laage

Laage jab se nain laage
Laage jab se nain laage
Ho dil to gaya
Kya jaane ulfat mein
Kya hoga aage
Jab se nain laage
Ho jab se nain laage