Hum Dard Ke Maron Ka Lyrics - Daag


Hum Dard Ke Maron Ka Lyrics from Daag is Hindi song sung by Talat Mahmood and music is given by Shankar Jaikishan. Hum Dard Ke Maron Ka song lyrics are written by Hasrat Jaipuri. Daag is a 1952 Hindi movie starring Dilip Kumar, Nimmi and Usha Kiran.

Hum Dard Ke Maron Ka Lyrics - Daag

Hum Dard Ke Maron Ka Song Detail


Song: Hum Dard Ke Maron Ka
Album: Daag (1952)
Singer: Talat Mahmood
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran etc.

Hum Dard Ke Maron Ka Lyrics

Bujh gaye gham ki hawa se
Pyar ke jalte chirag
Bewafai chaand ne ki
Pad gaya ismein bhi daag

Hum dard ke maron ka
Itna hi fasana hai
Peene ko sharabe gham
Dil gham ka nishana hai
Hum dard ke maron ka
Itna hi fasana hai

Dil ek khilauna hai
Takdeer ke hathon mein
Dil ek khilauna hai
Takdeer ke hathon mein
Takdeer ke hathon mein

Marne ki tamanna hai
Jeene ka bahana hai
Peene ko sharabe gham
Dil gham ka nishana hai

Dete hain duayein hum
Dete hain duayein hum
Duniya ki jafaon ko Duniya ki jafaon ko

Kyun unko bhulayein hum
Ab khud ko bhulana hai
Peene ko sharabe gham
Dil gham ka nishana hai

Hans hans ke baharein to
Shabnam ko rulati hain
Hans hans ke baharein to
Shabnam ko rulati hain
Shabnam ko rulati hain

Aaj apni muhabbat par
Dariya ko rulana hai
Aaj apni muhabbat par
Dariya ko rulana hai

Hum dard ke maron ka
Itna hi fasana hai
Peene ko sharabe gham
Dil gham ka nishana hai