Dekho Aaya Ye Kaisa Zamana Lyrics - Daag


Dekho Aaya Ye Kaisa Zamana Lyrics from Daag is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Shankar Jaikishan. Dekho Aaya Ye Kaisa Zamana song lyrics are written by Shailendra. Daag is a 1952 Hindi movie starring Dilip Kumar, Nimmi and Usha Kiran.

Dekho Aaya Ye Kaisa Zamana Lyrics - Daag

Dekho Aaya Ye Kaisa Zamana Song Detail


Song: Dekho Aaya Ye Kaisa Zamana
Album: Daag (1952)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran etc.

Dekho Aaya Ye Kaisa Zamana Lyrics

Dekho aaya ye kaisa zamana
Dekho aaya ye kaisa zamana
Ye duniya ajayab khana re
Dekho aaya ye kaisa zamana

Dekho aaya ye kaisa zamana
Ho dekho aaya ye kaisa zamana
Ye duniya ajayab khana re
Dekho aaya ye kaisa zamana
Ho dekho aaya ye kaisa zamana

Kaali ghodi pe baith ke

Kal hum gaye bazaar
Arre tel to dekha tha pehle se
Aur dekhi tel ki dhaar

Jo kuchh dekha dekh ke humko
Arre jo kuchh dekha dekh ke humko
Yaad aaye Shri Rama re
Dekho aaya ye kaisa zamana

Dekho aaya ye kaisa zamana
Ho dekho aaya ye kaisa zamana
Dekho aaya ye kaisa zamana
Zamana o ho ho ho
Aaya ye kaisa zamana Dekho aaya ye kaisa zamana

Chor ki chaukidaari dekhi
Aur andhon ki thakurayi
Dekhe bagula bhagat hazaron
Gup chup karein safayi
Maangein bheekh karodimal ji
Arre maangein bheekh karodimal ji
Damdi lal dhanwana re

Dekho aaya ye kaisa zamana
Dekho aaya ye kaisa zamana
Ho dekho aaya ye kaisa zamana
Dekho aaya ye kaisa zamana
Zamana o ho ho ho
Aaya ye kaisa zamana
Dekho aaya ye kaisa zamana

Sab kudrat ka khel hai bhai
Keh gaye daas Kabir
Roz badalti hai ye duniya
Aur badle har takdeer
Jiski nazar kabhi na badle
Arre jiski nazar kabhi na badle
Hai lakhon mein wahi sayana re

Dekho aaya ye kaisa zamana
Dekho aaya ye kaisa zamana
Ho dekho aaya ye kaisa zamana
Dekho aaya ye kaisa zamana
Zamana o ho ho

Aaya ye kaisa zamana
Dekho aaya ye kaisa zamana
Ye duniya ajayab khana re
Dekho aaya ye kaisa zamana
Ho dekho aaya ye kaisa zamana