Aye Mere Dil Kahin Aur Chal Lyrics - Daag


Aye Mere Dil Kahin Aur Chal Lyrics from Daag is Hindi song sung by Shailendra, Lata Mangeshkar and music is given by Shankar Jaikishan. Aye Mere Dil Kahin Aur Chal song lyrics are written by Shailendra. Daag is a 1952 Hindi movie starring Dilip Kumar, Nimmi and Usha Kiran.

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal Lyrics - Daag

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal Song Detail


Song: Aye Mere Dil Kahin Aur Chal
Album: Daag (1952)
Singer: Shailendra, Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Shailendra
Star Cast: Dilip Kumar, Nimmi, Usha Kiran etc.

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal Lyrics

Aye mere dil kahin aur chal
Gham ki duniya se dil bhar gaya
Dhoondh le ab koyi ghar naya

Aye mere dil kahin aur chal
Gham ki duniya se dil bhar gaya
Dhoondh le ab koyi ghar naya
Aye mere dil kahin aur chal

Chal jahan gham ke maare na hon
Jhoothi asha ke taare na hon
Chal jahan gham ke maare na hon

Jhoothi asha ke taare na hon
Jhoothi asha ke taare na hon

In bahaaron se kya fayada
Jismein dil ki kali jal gayi
Zakhm phir se hara ho gaya
Aye mere dil kahin aur chal

Chaar aansu koyi ro diya
Pher ke munh koyi chal diya
Chaar aansu koyi ro diya
Pher ke munh koyi chal diya
Pher ke munh koyi chal diya

Lut raha tha kisi ka jahan Dekhti reh gayi yeh zameen
Chup raha beraham aasmaan
Aye mere dil kahin aur chal
Gham ki duniya se dil bhar gaya
Dhoondh le ab koyi ghar naya
Aye mere dil kahin aur chal