Taaron Ka Chamakta Gehna Ho Lyrics - Hum Tumhare Hain Sanam




Taaron Ka Chamakta Gehna Ho Lyrics from Hum Tumhare Hain Sanam is Hindi song sung by Udit Narayan, Bali Brahmbhatt and music is given by Nadeem-Shravan. Taaron Ka Chamakta Gehna Ho song lyrics are written by Sameer. Hum Tumhare Hain Sanam is a 2002 Hindi movie starring Shahrukh Khan, Madhuri Dixit and Salman Khan.

Taaron Ka Chamakta Gehna Ho Lyrics

Taaron ka chamakta gehna ho
Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khush-hali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khush-hali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Yeh phool tumhare zevar hain
Yeh chaand tumhara aaina
Tum jab aise sharmati ho
Dulhe ka dhadakta hai seena

Har aaina tumko dekhe
Tum to aisi shehzadi ho
Us ghar mein khush-hali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Meri behna hai phool bahaaron ka
Meri behna hai noor nazaaron ka
Meri behna ke jaisi koyi behna nahi
Bina iske kahin bhi mujhe rehna nahi

Jaise hai chaand sitaron mein
Meri behna hai ek hazaron mein
Hum jaise bhole bhalon ki
Yeh duniya to hai dil walon ki
Yeh duniya hai dil walon ki
Yeh duniya hai dil walon ki

Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khush-hali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Khushiyon ke mehlon mein baitho
Koyi gham na tumhare paas aaye
Na umar ka pehra ho tum pe
Meri dil ki dua yeh rang laaye

Rab hansta hua rakhe tumko
Tum to hasne ki aadi ho
Us ghar mein khush-hali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khush-hali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho

Taaron ka chamakta gehna ho
Phoolon ki mehakti vaadi ho
Us ghar mein khush-hali aaye
Jis ghar mein tumhari shaadi ho




Taaron Ka Chamakta Gehna Ho Song Detail


Song: Taaron Ka Chamakta Gehna Ho
Album: Hum Tumhare Hain Sanam (2002)
Singer: Udit Narayan, Bali Brahmbhatt
Musician: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Salman Khan etc.