Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam Lyrics - Hum Tumhare Hain Sanam


Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam Lyrics from Hum Tumhare Hain Sanam is Hindi song sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan and music is given by Nikhil and Vinay. Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam song lyrics are written by Sameer. Hum Tumhare Hain Sanam is a 2002 Hindi movie starring Shahrukh Khan, Madhuri Dixit and Salman Khan.

Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam Lyrics - Hum Tumhare Hain Sanam

Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam Song Detail


Song: Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam
Album: Hum Tumhare Hain Sanam (2002)
Singer: Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Musician: Nikhil, Vinay
Lyricist: Sameer
Star Cast: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Salman Khan etc.

Hum Tumhare Hain Tumhare Sanam Lyrics

Hum tumhare hain tumhare sanam
Hum tumhare hain tumhare sanam
Jaane man mohabbat ki har kasam ki kasam
Na juda honge hum

Hum tumhare hain tumhare sanam
Hum tumhare hain tumhare sanam
Jaane man mohabbat ki har kasam ki kasam
Na juda honge hum
Hum tumhare hain tumhare sanam

Yeh suhane pal yeh mulakatein

Hum na bhoolenge pyar ki baatein
Yeh suhane pal yeh mulakatein
Hum na bhoolenge pyar ki baatein
Din hai mushkil raat bhaari
Har ghadi hai bekarari
Chahtein hoti na kam

Hum tumhare hain tumhare sanam
Hum tumhare hain tumhare sanam
Jaane man mohabbat ki har kasam ki kasam
Na juda honge hum
Hum tumhare hain tumhare sanam

Tumko dhadkan mein yoon basana hai Apni palkon mein yoon chupana hai
Tumko dhadkan mein yoon basana hai
Apni palkon mein yoon chupana hai
Jab uthayein hum nigahein
Tum ko dekhein tumko paayein
Door jayein ab na hum

Hum tumhare hain tumhare sanam
Hum tumhare hain tumhare sanam
Jaane man mohabbat ki har kasam ki kasam
Na juda honge hum
Hum tumhare hain tumhare sanam

Hum tumhare hain tumhare sanam
Hum tumhare hain tumhare sanam
Jaane man mohabbat ki har kasam ki kasam
Na juda honge hum

Hum tumhare hain tumhare sanam
Hum tumhare hain tumhare sanam
Hum tumhare hain tumhare sanam
Hum tumhare hain tumhare sanam
Hum tumhare hain tumhare sanam