Dil Chhod Aaya Lyrics - Hum Tumhare Hain Sanam


Dil Chhod Aaya Lyrics from Hum Tumhare Hain Sanam is Hindi song sung by Sonu Nigam and music is given by Sajid Ali and Wajid Ali. Dil Chhod Aaya song lyrics are written by Jalees Rashid. Hum Tumhare Hain Sanam is a 2002 Hindi movie starring Shahrukh Khan, Madhuri Dixit and Salman Khan.

Dil Chhod Aaya Lyrics - Hum Tumhare Hain Sanam

Dil Chhod Aaya Song Detail


Song: Dil Chhod Aaya
Album: Hum Tumhare Hain Sanam (2002)
Singer: Sonu Nigam
Musician: Sajid Ali, Wajid Ali
Lyricist: Jalees Rashid
Star Cast: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Salman Khan etc.

Dil Chhod Aaya Lyrics

Mehfil mein hai sabko mera salam
Dil walon sun lo mera payaam

Dil ki kahani main kisko sunaun
Baat yeh dil ki main tumko bataun
Ho dil ki kahani main kisko sunaun
Baat yeh dil ki main tumko bataun

Baat hai dil ki dil ko pata hai
Baat hai dil ki dil ko pata hai
Kya main bataun aur kya main chupaun

Dil chhod aaya ho ho

Jaane main kahan
Ho dil tod aaya
Jaane main jaane main kahan

Pyaar agan hai ho pyaar lagan hai
Pyaar hai Mira pyaar Kishan hai
Pyaar agan hai pyaar lagan hai
Pyaar hai Mira pyaar Kishan hai
Dil ki mere awaz ho tum
Hey dil ki mere awaz ho tum
Geet hoon main aur saaz ho tum

Dil chhod aaya ho ho
Jaane main kahan Ho dil tod aaya
Jaane main jaane main kahan

Raat na aaye ho chand na nikle
Mausam badle tu na badle
Raat na aaye chand na nikle
Mausam badle tu na badle
Tum na badalna sathi mere
Tum na badalna sathi mere
Sath hi chalna sathi mere

Dil chhod aaya ho ho
Jaane main kahan
Ho dil tod aaya
Jaane main jaane main kahan

Saathiya tu ab to aa bhi ja
Sun le tu ab dil ki sada
Saathiya tu ab to aa bhi ja