Sab Kuchh Bhula Diya Lyrics - Hum Tumhare Hain Sanam (Kaisa Sila Diya)
Sab Kuchh Bhula Diya Lyrics from Hum Tumhare Hain Sanam (Kaisa Sila Diya) is Hindi song sung by Sonu Nigam, Sapna Awasthi and music is given by Bali Bramhabhat. Sab Kuchh Bhula Diya song lyrics are written by Kartik Awasthi. Hum Tumhare Hain Sanam is a 2002 Hindi movie starring Shahrukh Khan, Madhuri Dixit and Salman Khan.
Sab Kuchh Bhula Diya Lyrics
Part 1 [Male Version by Sonu Nigam]:
Humne tumse tumne hamara
Rishta joda gham se
Ek wafa ke siwa
Kaun si khata huyi thi humse
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O mitwa re sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Baat kuchh samajh na aayi
Kami kya hum mein paayi aa
Ek tarfa yeh muhobbat
Hami ne sirf nibhaai
Jaam chahat ka de kar
Zehar nafrat ka pila diya
Jaam chahat ka de kar
Zehar nafrat ka pila diya
Zehar nafrat ka pila diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O saathi re sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Umra bhar so na sakenge
Kisi ke ho na sakenge aa
Ajnabi tum ho jao
Gair hum ho na sakenge
Kisi begaane ki khatir
Tumne apnon ko bhula diya
Kisi begaane ki khatir
Tumne apnon ko bhula diya
Tumne apnon ko bhula diya
O apnon ko bhula diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O saathi re sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zehar peena nahin sanam aa
Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zehar peena nahin sanam
Janam janmon ka nata
Chand lamhon mein mita diya
Janam janmon ka nata
Chand lamhon mein mita diya
Chand lamhon mein mita diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O saathi re sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
O mitwa re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
O mitwa re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
O mitwa re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
O mitwa re
Part 2 [By Sonu Nigam & Sapna Awasthi]:
Humne tumse tumne hamara rishta joda gham se
Ek wafa ke siwa kaun si khata hui thi humse
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O mitwa re sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Meri yaadon mein tum ho
Meri saanson mein tum ho aa
Magar tum jaane kaisi
Galatfehmi mein ghum ho
Tumhaare ghar ko mandir
Devta tumko bana liya
Tumhaare ghar ko mandir
Devta tumko bana liya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O mitwa re sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Umra bhar so na sakenge
Kisi ke ho na sakenge aa
Ajnabi tum ho jao
Gair hum ho na sakenge
Kisi begaane ki khatir
Tumne apnon ko bhula diya
Kisi begaane ki khatir
Tumne apnon ko bhula diya
Tumne apnon ko bhula diya
O apnon ko bhula diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O saathi re sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zehar peena nahin sanam aa
Ab mujhe jeena nahin sanam
Yeh zehar peena nahin sanam
Janam janmon ka nata
Chand lamhon mein mita diya
Janam janmon ka nata
Chand lamhon mein mita diya
Chand lamhon mein mita diya
Tere vaade woh iraade
Tere vaade woh iraade
O saathi re sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Sab kuchh bhula diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
Kabhi bandhan juda liya
Kabhi daaman chhuda liya
O saathi re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
Kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
O mitwa re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
O mitwa re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
O mitwa re kaisa sila diya
Yeh wafa ka kaisa sila diya
O mitwa re
Sab Kuchh Bhula Diya Song Detail
Song: Sab Kuchh Bhula Diya
Album: Hum Tumhare Hain Sanam (2002)
Singer: Sonu Nigam, Sapna Awasthi
Musician: Bali Bramhabhat
Lyricist: Kartik Awasthi
Star Cast: Shahrukh Khan, Madhuri Dixit, Salman Khan etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana