Yeh Umar Hai Kya Rangeeli Lyrics - Professor
Yeh Umar Hai Kya Rangeeli Lyrics from Professor: Yeh Umar Hai Kya Rangeeli is a beautiful hindi song from 1962 bollywood film Professor. This song is composed by Shankar Singh Raghuvanshi. Asha Bhosle, Manna Dey and Usha Mangeshkar has sung this song. Its lyrics are written by Hasrat Jaipuri. We also have 'Yeh Umar Hai Kya Rangeeli Video' for you. Professor is a 1962 Hindi movie starring Shammi Kapoor, Kalpana Mohan and Lalita Pawar.

Yeh Umar Hai Kya Rangeeli Song Detail
Song: Yeh Umar Hai Kya Rangeeli
Album: Professor (1962)
Singer: Asha Bhosle, Manna Dey, Usha Mangeshkar
Musician: Shankar Singh Raghuvanshi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Shammi Kapoor, Kalpana Mohan, Lalita Pawar etc.
Yeh Umar Hai Kya Rangeeli Lyrics
Yeh umar hai kya rangeeli
Yeh nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamara rom rom bechain
Hamari hi zamana hai
Haaye hum par thi jawani
Aur duniya thi deewani
Kisi ke hum hi the dildaar
Koyi karta tha humse pyaar
Hamara bhi zamana tha
Yeh matwali chanchal aankhein
Dekhein sapne paagal aankhein
Guzra bachpan chhayi bahaarein
Guzra bachpan chhayi bahaarein
Chaal huyi mastani
Yeh umar hai kya rangeeli
Yeh nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamara rom rom bechain
Hamari hi zamana hai
Yeh umar hai kya rangeeli
Dum hai jab tak oho jeewan apna
Arre jaan hai jab tak phir
Sab kuchh apna wah re buddhe
Dil ki baatein sun lo ab to
Dil ki baatein sun lo ab to
Aankhon ki zubaani
Haaye hum par thi jawani
Aur duniya thi deewani
Kisi ke hum hi the dildaar
Koyi karta tha humse pyaar
Hamara bhi zamana tha
Haaye hum par thi jawani
Jeewan kya hai hanste rehna
Man maujon mein behte rehna
Chhup ke baitho maanein na hum
Chhup ke baitho maanein na hum
Baatein woh purani
Yeh umar hai kya rangeeli
Yeh nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamara rom rom bechain
Hamari hi zamana hai
Yeh umar hai kya rangeeli
Humne maana hum pe fida hai achha
Dil to apna chhi chhi
Phir bhi jawan hai aha buddhe
Munh na dekho dil to dekho
Munh na dekho dil to dekho
Chhodo ye nadaani
Haaye hum par thi jawani
Aur duniya thi deewani
Kisi ke hum hi the dildaar
Koyi karta tha humse pyaar
Hamara bhi zamana tha
Yeh umar hai kya rangeeli
Yeh nazar hai kya nasheeli
Pyaar mein khoye khoye nain
Hamara rom rom bechain
Hamari hi zamana hai
Hamara bhi zamana tha
Hamari hi zamana hai
Hamara bhi zamana tha
Hamari hi zamana hai
Hamara bhi zamana tha
Hamari hi zamana hai