Aawaz Deke Humein Tum Bulao Lyrics - Professor | Shammi Kapoor
Aawaz Deke Humein Tum Bulao Lyrics from Professor is Hindi song sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi and music is given by Shankar Jaikishan. Aawaz Deke Humein Tum Bulao song lyrics are written by Hasrat Jaipuri. Professor is a 1962 Hindi movie starring Shammi Kapoor, Kalpana Mohan and Lalita Pawar.
Aawaz Deke Humein Tum Bulao Lyrics
Aawaz deke humein tum bulao
Mohabbat mein itna na humko satao
Aawaz deke humein tum bulao
Mohabbat mein itna na humko satao
Abhi to meri zindagi hai pareshan
Abhi to meri zindagi hai pareshan
Kahin marke ho khaak bhi na pareshan
Diye ki tarah se na humko jalao
Mohabbat mein itna na humko satao
Aawaz deke humein tum bulao
Mohabbat mein itna na humko satao
Main saanson ke har taar
Mein chhup raha hoon
Main saanson ke har taar
Mein chhup raha hoon
Main dhadkan ke har raag
Mein bas rahaa hoon
Zara dil ki janib nigahein jhukao
Mohabbat mein itna na humko satao
Aawaz deke humein tum bulao
Mohabbat mein itna na humko satao
Na honge agar hum to rote rahoge
Sada dil ka daaman bhigote rahoge
Na honge agar hum to rote rahoge
Sada dil ka daaman bhigote rahoge
Jo tum par mita ho use na mitao
Mohabbat mein itna na humko satao
Aawaz deke humein tum bulao
Mohabbat mein itna na humko satao
Aawaz deke humein tum bulao
Mohabbat mein itna na humko satao
Aawaz Deke Humein Tum Bulao Song Detail
Song: Aawaz Deke Humein Tum Bulao
Album: Professor (1962)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Shammi Kapoor, Kalpana Mohan, Lalita Pawar etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana