Tere Jaisa Yaar Kahan Lyrics - Yaarana
Tere Jaisa Yaar Kahan Lyrics from Yaarana is Hindi song sung by Kishore Kumar and music is given by Rajesh Roshan. Tere Jaisa Yaar Kahan song lyrics are written by Anjaan. Yaarana is a 1981 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Neetu Singh and Tanuja.
Tere Jaisa Yaar Kahan Lyrics
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Meri zindagi sanwari
Mujhko gale laga ke
Baitha diya falak pe
Mujhe khaak se utha ke
Meri zindagi sanwari
Mujhko gale laga ke
Baitha diya falak pe
Mujhe khaak se utha ke
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda maana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sang jeena yahan
Tere sang mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere Jaisa Yaar Kahan Song Detail
Song: Tere Jaisa Yaar Kahan
Album: Yaarana (1981)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Amitabh Bachchan, Neetu Singh, Tanuja etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana