Chhu Kar Mere Man Ko Lyrics - Yaarana


Chhu Kar Mere Man Ko Lyrics from Yaarana is Hindi song sung by Kishore Kumar and music is given by Rajesh Roshan. Chhu Kar Mere Man Ko song lyrics are written by Anjaan. Yaarana is a 1981 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Neetu Singh and Tanuja.

Chhu Kar Mere Man Ko Lyrics - Yaarana

Chhu Kar Mere Man Ko Song Detail


Song: Chhu Kar Mere Man Ko
Album: Yaarana (1981)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Amitabh Bachchan, Neetu Singh, Tanuja etc.

Chhu Kar Mere Man Ko Lyrics

Chhu kar mere man ko
Kiya toone kya ishara
Chhu kar mere man ko
Kiya toone kya ishara
Badla yeh mausam
Lage pyara jag saara

Chhu kar mere man ko
Kiya toone kya ishara
Badla yeh mausam
Lage pyara jag saara

Chhu kar mere man ko
Kiya toone kya ishara
Badla yeh mausam
Lage pyara jag saara
Chhu kar mere man ko
Kiya toone kya ishara

Tu jo kahe jeevan bhar
Tere liye main gaaun
Tere liye main gaaun
Geet tere bolon pe
Likhta chala jaaun
Likhta chala jaaun Mere geeto mein
Tujhe dhundhe jag saara

Chhu kar mere man ko
Kiya toone kya ishara
Badla yeh mausam
Lage pyara jag saara
Chhu kar mere man ko
Kiya toone kya ishara

Aaja tera aanchal yeh
Pyar se main bhar doon
Pyar se main bhar doon
Khushiyan jahan bhar ki
Tujhko nazar kar doon
Tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan
Tu hi jeene ka sahara

Chhu kar mere man ko
Kiya toone kya ishara
Badla yeh mausam
Lage pyara jag saara
Chhu kar mere man ko
Kiya toone kya ishara