Sara Zamana Haseeno Ka Deewana Lyrics - Yaarana


Sara Zamana Haseeno Ka Deewana Lyrics from Yaarana is Hindi song sung by Kishore Kumar and music is given by Rajesh Roshan. Sara Zamana Haseeno Ka Deewana song lyrics are written by Anjaan. Yaarana is a 1981 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Neetu Singh and Tanuja.

Sara Zamana Haseeno Ka Deewana Lyrics - Yaarana

Sara Zamana Haseeno Ka Deewana Song Detail


Song: Sara Zamana Haseeno Ka Deewana
Album: Yaarana (1981)
Singer: Kishore Kumar
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Amitabh Bachchan, Neetu Singh, Tanuja etc.

Sara Zamana Haseeno Ka Deewana Lyrics

Hey sara zamana sara zamana
Haseeno ka deewana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Bura hai dil lagana

Hey sara zamana sara zamana
Haseeno ka deewana
Hasinon ka deewana

Zamana kahe phir kyun
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Bura hai dil lagana
Hey sara zamana

Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyar kar le
Jo kabhi bhi katm na ho
Woh aitbaar kar le

Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyar kar le
Jo kabhi bhi katm na ho Woh aitbaar kar le
Maan le maan le meri baat
Meri baat

Sara zamana sara zamana
Haseeno ka deewana
Haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Bura hai dil lagana
Hey sara zamana

Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil dil wahi hai jismein
Kahin pyar ki khalish hai

Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil dil wahi hai jismein
Kahin pyar ki khalish hai
Maan le maan le meri baat
Meri baat

Hey sara zamana sara zamana
Haseeno ka deewana
Haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana
Bura hai dil lagana

Hey sara zamana sara zamana
Haseeno ka deewana
Zamana kahe phir kyun
Zamana kahe phir kyun
Bura hai dil lagana

Sara zamana