Hazaron Rang Badlega Zamana Lyrics - Shirin Farhad
Hazaron Rang Badlega Zamana Lyrics from Shirin Farhad is Hindi song sung by Mohammed Rafi. Hazaron Rang Badlega Zamana song lyrics are written by Tanvir Naqvi, its music is given by Mohinder Singh Sarna. Shirin Farhad is a 1956 Hindi movie starring Madhubala, Pradeep Kumar and Ameeta.

Hazaron Rang Badlega Zamana Song Detail
Song: Hazaron Rang Badlega Zamana
Album: Shirin Farhad (1956)
Singer: Mohammed Rafi
Musician: Mohinder Singh Sarna
Lyricist: Tanvir Naqvi
Star Cast: Madhubala, Pradeep Kumar, Ameeta etc.
Director: Aspi Irani
Hazaron Rang Badlega Zamana Lyrics
Na hanso pyar pe
Nadaan zamane walon
Kya mitaoge mohabbat ko
Mitane walon
Hazaron rang badlega zamana
Hazaron rang badlega zamana
Na badalega mohabbat ka fasana
Mohabbat ka fasana
Hazaron rang badlega zamana
Pighal jaate hai patthar mom hokar
Pighal jaate hai patthar mom hokarSimat jaate hain katre mein samandar
Mohabbat chhedti hai jab tarana
Mohabbat chhedti hai jab tarana
Na badalega mohabbat ka fasana
Mohabbat ka fasana
Hazaron rang badlega zamana
Ude to chaand taare to laaye
Ude to chaand taare to laaye
Gire to aag paani main lagaye
Banaye bijliyon pe aashiyana
Banaye bijliyon pe aashiyana
Na badalega mohabbat ka fasana
Mohabbat ka fasana
Hazaron rang badlega zamana
Mohabbat maut se bhi kya maregi
Mohabbat maut se bhi kya maregi
Zamane se mohabbat kya daregi
Ke iski thokron mein hai zamana
Ke iski thokron mein hai zamana
Na badalega mohabbat ka fasana
Mohabbat ka fasana
Hazaron rang badlega zamana
Na badalega mohabbat ka fasana
Mohabbat ka fasana
Hazaron rang badlega zamana
Hazaron rang badlega zamana