Aankhon Mein Tumhare Jalwe Hain Lyrics - Shirin Farhad


Aankhon Mein Tumhare Jalwe Hain Lyrics from Shirin Farhad is Hindi song sung by Mohammed Rafi. Aankhon Mein Tumhare Jalwe Hain song lyrics are written by Saba Afghani, its music is given by Mohinder Singh Sarna. Shirin Farhad is a 1956 Hindi movie starring Madhubala, Pradeep Kumar and Ameeta.

Aankhon Mein Tumhare Jalwe Hain Lyrics - Shirin Farhad

Aankhon Mein Tumhare Jalwe Hain Song Detail


Song: Aankhon Mein Tumhare Jalwe Hain
Album: Shirin Farhad (1956)
Singer: Mohammed Rafi
Musician: Mohinder Singh Sarna
Lyricist: Saba Afghani
Star Cast: Madhubala, Pradeep Kumar, Ameeta etc.

Aankhon Mein Tumhare Jalwe Hain Lyrics

Aankhon mein tumhare jalwe hain
Aankhon mein tumhare jalwe hain
Hothon pe tumhare afsane
Aankhon mein tumhare jalwe hain
Hothon pe tumhare afsane

Betaab yeh dil se tang aakar
Pahunche hai yahan tak deewane
Betaab yeh dil se tang aakar
Pahunche hai yahan tak deewane
Aankhon mein tumhare

Sahara bekason ka hai
Yahi insaaf ka ghar hai
Koyi bhi ho yahan par
Martaba sabka barabar hai

Haan yahan se maangne wala
Kabhi khali nahi jaata
Jahan bigdi huyi takdeer banti hai
Yeh woh dar hai
Takdeer ke kab tak zulm sahein
Tumse na kahein to kis se kahein
Tumse na kahein to kis se kahein

Yeh darde mohabbat kya shai hai Yeh darde mohabbat kya shai hai
Bedard zamann kya jaane
Yeh darde mohabbat kya shai hai
Bedard zamann kya jaane
Aankhon mein tumhare

Tumhare aastane se
Na hum nakaam jayenge
Guzarti hai jo is dil par
Woh ro ro kar sunayenge

Tumhare dar pe aaj aaye hain hum
Yeh faisla karke
Yahin mar jayenge hum
Ya muradein apni payenge

Ya dil ki kali ab khil jaaye
Ya khaak mein hasti mil jaaye
Ya khaak mein hasti mil jaaye

Aye shama tere jalwon ki kasam
Aye shama tere jalwon ki kasam
Jalkar hi rahenge parwane
Aye shama tere jalwon ki kasam
Jalkar hi rahenge parwane
Aye shama tere jalwon ki kasam
Jalkar hi rahenge parwane
Aye shama tere jalwon ki kasam
Jalkar hi rahenge parwane
Aye shama tere