Aasman Wale Bata De Lyrics - Shirin Farhad


Aasman Wale Bata De Lyrics from Shirin Farhad is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Aasman Wale Bata De song lyrics are written by Tanvir Naqvi, its music is given by Mohinder Singh Sarna. Shirin Farhad is a 1956 Hindi movie starring Madhubala, Pradeep Kumar and Ameeta.

Aasman Wale Bata De Lyrics - Shirin Farhad

Aasman Wale Bata De Song Detail


Song: Aasman Wale Bata De
Album: Shirin Farhad (1956)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Mohinder Singh Sarna
Lyricist: Tanvir Naqvi
Star Cast: Madhubala, Pradeep Kumar, Ameeta etc.

Aasman Wale Bata De Lyrics

Aasman wale bata de
Aasman wale bata de
Ki hai maine kya khata
Jiske badle teri duniya
De rahi hai yeh saza
Aasman wale bata

Lut gayi hain woh bahaarein
Lut gayi hain
Lut gayi hain woh bahaarein
Woh khushi ke din gaye

Ab jiyenge kya ke jeene
Ke sahare chhin gaye

Char din ka muskurana
Kis kadar mehanga pada
Aasman wale bata

Raah mushkil hai
Wafa ki raah mein
Raah mushkil hai wafa ki
Aur manzil duur hai
Main bhi hoon majboor mera
Pyaar bhi majboor hai
Khatm hoga jaane kab tak Do dilon ka fasla

Aasman wale bata de
Ki hai maine kya khata
Jiske badle teri duniya
De rahi hai yeh saza
Aasman wale bata