Ae Dilruba Jaan-E-Wafa Lyrics - Shirin Farhad


Ae Dilruba Jaan-E-Wafa Lyrics from Shirin Farhad is Hindi song in the voices of Asha Bhosle, Hemant Kumar. Ae Dilruba Jaan-e-wafa song lyrics are written by Tanvir Naqvi, its music is given by Mohinder Singh Sarna. Shirin Farhad is a 1956 Hindi movie starring Madhubala, Pradeep Kumar and Ameeta.

Ae Dilruba Jaan-E-Wafa Lyrics - Shirin Farhad

Ae Dilruba Jaan-E-Wafa Song Detail


Song: Ae Dilruba Jaan-E-Wafa
Album: Shirin Farhad (1956)
Singer: Asha Bhosle, Hemant Kumar
Musician: Mohinder Singh Sarna
Lyricist: Tanvir Naqvi
Star Cast: Madhubala, Pradeep Kumar, Ameeta etc.

Ae Dilruba Jaan-E-Wafa Lyrics

Ae dilruba jaan-e-wafa
Tere siwa kaun hai mera
Ae dilruba jaan-e-wafa
Toone yeh kya jaadu kiya
Ae dilruba

Khuda tujhko har ek
Nazar se bachaye
Nazar se bachaye
Teri zindagi mein
Koyi gham na aaye

Koyi gham na aaye
Har ik pal musarrat
Ka paigaam laaye
Paigaam laaye

Jahan jaaye meri
Dua sath jaaye dua sath jaaye
Toote na dil armaan bhara
Roshan rahe
Ae dilruba jaan-e-wafa
Toone yeh kya jaadu kiya
Ae dilruba

Na ho khatam teri Khushi ka khazana
Khushi ka khazana
Tere lab na bhoolein
Kabhi muskurana
Kabhi muskurana

Mohabbat sunaye
Wafa ka fasana
Wafa ka fasana
Rahe meharban tujhpe
Zaalim zamana zaalim zamana

Dil ne tujhe di hai dawa
Phoole phale gulshan tera
Ae dilruba jaan-e-wafa
Toone yeh kya jaadu kiya
Ae dilruba jaan-e-wafa
Tere siwa kaun hai mera
Ae dilruba