Aadha Hai Chandrama Raat Aadhi Lyrics - Navrang
Aadha Hai Chandrama Raat Aadhi Lyrics from Navrang is Hindi song in the voices of Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Aadha Hai Chandrama Raat Aadhi song lyrics are written by Bharat Vyas, its music is given by C Ramchandra. Navrang is a 1959 Hindi movie starring Mahipal, Sandhya and Agha.
![Aadha Hai Chandrama Raat Aadhi Lyrics - Navrang](https://www.lyricsoff.com/images/large-songs/aadha-hai-chandrama-raat-aadhi-18642.jpg)
Aadha Hai Chandrama Raat Aadhi Song Detail
Song: Aadha Hai Chandrama Raat Aadhi
Album: Navrang (1959)
Singer: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Musician: C. Ramchandra
Lyricist: Bharat Vyas
Star Cast: Mahipal, Sandhya, Agha etc.
Aadha Hai Chandrama Raat Aadhi Lyrics
Aadha hai chandrama raat aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaaye teri meri baat aadhi
Mulakaat aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaaye teri meri baat aadhi
Mulakaat aadhi
Aadha hai chandrama
Piya aadhi hai pyar ki bhasha
Aadhi rehne do man ki abhilasha
Piya aadhi hai pyar ki bhasha
Aadhi rehne do man ki abhilasha
Aadhe chhalke nayan aadhe dhalke nayan
Aadhi palkon mein bhi hai barsaat aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaaye teri meri baat aadhi
Mulakaat aadhi
Aadha hai chandrama
Aas kab tak rahegi adhoori
Pyaas hogi nahi kya yeh poori
Aas kab tak rahegi adhoori
Pyaas hogi nahi kya yeh poori
Pyasa pyasa pawan pyasa pyasa gagan
Pyase taaron ki bhi hai baraat aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaaye teri meri baat aadhi
Mulakaat aadhi
Aadha hai chandrama
Sur aadha hai shyam ne saadha
Raha Radha ka pyar bhi aadha
Sur aadha hai shyam ne saadha
Raha Radha ka pyar bhi aadha
Nain aadhe khile honth aadhe mile
Rehi man mein milan ki woh baat aadhi
Aadha hai chandrama raat aadhi
Reh na jaaye teri meri baat aadhi
Mulakaat aadhi
Aadha hai chandrama
Recently Added Songs
- Saaton Janam Mein Tere Lyrics - Ajay Devgn, Raveena Tandon
- Mauka Milega to Hum Bata Denge Lyrics - Dilwale
- Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics - Dilwale
- Main Benaam Ho Gaya Lyrics - Narendra Chanchal
- Ek Din Hasana Lyrics - Lata Mangeshkar
- Aa Raat Jaati Hai Lyrics - Amitabh Bachchan
- Tu Shama Main Parwana Tera Lyrics - Khiladi
- Hoke Man Aaj Magan Lyrics - Akshay Kumar
- Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor
- Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor