Shyamal Shyamal Baran Lyrics - Navrang


Shyamal Shyamal Baran Lyrics from Navrang is Hindi song sung by Mahendra Kapoor. Shyamal Shyamal Baran song lyrics are written by Bharat Vyas, its music is given by C Ramchandra. Navrang is a 1959 Hindi movie starring Mahipal, Sandhya and Agha.

Shyamal Shyamal Baran Lyrics - Navrang

Shyamal Shyamal Baran Song Detail


Song: Shyamal Shyamal Baran
Album: Navrang (1959)
Singer: Mahendra Kapoor
Musician: C. Ramchandra
Lyricist: Bharat Vyas
Star Cast: Mahipal, Sandhya, Agha etc.

Shyamal Shyamal Baran Lyrics

Shyamal shyamal baran komal komal charan
Tere mukhade pe chanda gagan ka jada
Bade man se vidhata ne tujhko gadha
Bade man se vidhata ne tujhko gadha
Shyamal shyamal baran komal komal charan

Tere baalon mein simti sawan ki ghata
Tere baalon mein simti sawan ki ghata
Tere gaalon pe chhitki poonam ki chhata
Ho poonam ki chhata

Teekhe teekhe nayan

Teekhe teekhe nayan meethe meethe bayan
Tere angon pe chanpa ka rang chadha
Bade man se vidhata ne tujhko gadha
Shyamal shyamal baran komal komal charan

Ho yeh umar yeh kamar sau sau bal kha rahi
Sau sau bal kha rahi
Teri tirachhi nazar teer barsa rahi
Teer barsa rahi

Naazuk naazuk badan
Naazuk naazuk badan dheeme dheeme chalan
Tere baanki latak mein hai jaadu bada
Bade man se vidhata ne tujhko gadha Shyamal shyamal baran komal komal charan

Kis paras se sona yeh takara gaya
Tujhe rachkar chitera bhi chakra gaya
Kis paras se sona yeh takara gaya
Tujhe rachkar chitera bhi chakra gaya
Ho chakra gaya

Na idhar ja saka
Na idhar ja saka na udhar ja saka
Reh gaya dekhta woh khada hi khada
Bade man se vidhata ne tujhko gadha
Shyamal shyamal baran komal komal charan