Yeh Ladki Nahin Hai Lyrics - Bade Ghar ki Beti


Yeh Ladki Nahin Hai Lyrics from Bade Ghar ki Beti is Hindi song sung by Alka Yagnik, Mohammed Aziz and music is given by Laxmikant Pyarelal. Yeh Ladki Nahin Hai song lyrics are written by Santosh Anand. Bade Ghar ki Beti is a 1989 Hindi movie starring Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri and Shammi Kapoor.

Yeh Ladki Nahin Hai Lyrics - Bade Ghar ki Beti

Yeh Ladki Nahin Hai Song Detail


Song: Yeh Ladki Nahin Hai
Album: Bade Ghar ki Beti (1989)
Singer: Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Santosh Anand
Star Cast: Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri, Shammi Kapoor etc.

Yeh Ladki Nahin Hai Lyrics

Yeh ladki nahin hai
Yeh jaadu bangal ka
Kadki mein tadka Punjab ka
Yeh ladki nahin hai
Yeh jaadu bangal ka
Kadki mein tadka Punjab ka

Jadugar to hai mera aashiq Bhopal ka
Latke pe jhatka sharab ka
Jadugar to hai mera aashiq Bhopal ka
Latke pe jhatka sharab ka

Balle balle balle balle balle
Gori mukhde se chunri hata de
Ho gori mukhde se chunri hata de
Yeh roop mujhe pee lain de
Yeh roop mujhe pee lain de

Mera roop hai abhi kanwara
Ho mera roop hai abhi kanwara
Kawariyan nu jee lain de
Kawariyan nu jee lain de
Yeh roop mujhe pee lain de
Kawariyan nu jee lain de

Log kehnde ladaki ladaki Log kehnde ladaki ladaki
Meri akh sajna
Ladegi tere sang sajna
Ladegi tere sang sajna

Gori tu to hai rutt baisakhi
Ho gori tu to hai rutt baisakhi
Mana le mere sang sajni
Mana le mere sang sajni
Mana le mere sang sajni
Mana le mere sang sajna
Mana le mere sang sajni
Mana le mere sang sajna

Atariya chadh gayi muft huyi badnaam
Atariya chadh gayi muft huyi badnaam
Atariya chadh gayi muft huyi badnaam
Panch rupaiya mange sipahiya
Ath dus mange kotwal
Panch rupaiya mange sipahiya
Ath dus mange kotwal
Sharam se mar gayi muft huyi badnaym
Sharam se mar gayi muft huyi badnaym
Atariya chadh gayi muft huyi badnaam

Panch rupaiya kyun mange sipahiya
Panch rupaiya kyun mange sipahiya
Ath dus kyun kotwal
Tu to hai gori tu to hai poori taksaal
Tu to hai gori tu to hai poori taksaal
Nazar mein sabke chadh gayi hone ko badnaam
Atariya chadh gayi muft huyi badnaam

Manne sawan mein jhulni gadhayi do piya
Jiya bahlayi do piya
Manne sawan mein jhulni gadhayi do piya
Jiya bahlayi do piya
Aayi sawan ki bahaar laagi melwa bazaar
Aayi sawan ki bahaar laagi melwa bazaar

Manne sang sang melwa ghumayi do piya
Jiya bahlayi do piya
Manne sawan mein jhulni gadhayi do piya
Jiya bahlayi do piya

Rahi sone ki jhulaniyawa mein
Heera ki bijuriyawa mein
Motiyan ki ladiya gadhwayi do piya
Jiya bahlayi do piya
Manne sawan mein jhulni gadhayi do piya
Jiya bahlayi do piya

Thaane Jaipur mein ghumaun
Jodhpur ki sair karaun
Thaane Jaipur mein ghumaun
Jodhpur ki sair karaun
Thane duniya ghumayi dega tharo piya
Gori bahlayi do jiya
Ho manne sawan mein jhulni gadhayi do piya
Jiya bahlayi do piya

Gar khuda jo mile usse puchhun yahi
Toone dil kyon banaya tha sansar mein
Gar banaya bhi tha to tu itna bata
Kyon ise kas diya dard ke taar mein
Gar khuda jo mile usse puchhun yahi
Toone dil kyon banaya tha sansar mein

Mujhko jaana na samjha kisi ne kabhi
Log patthar samajhte rahe umra bhar
Ek patthar mein paani ka jharna bhi hai
Dil se jharta raha jo sada umra bhar

Yeh jharna hi nadiya banega kabhi
Yeh jharna hi nadiya banega kabhi
Phir milega samundar se ek din
Hum chale ja rahe hain pagalon ki tarah
Maa ki mamta milegi zaroor ek din
Maa ki mamta milegi zaroor ek din
Maa ki mamta milegi zaroor ek din