Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa Lyrics - Bade Ghar ki Beti


Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa Lyrics from Bade Ghar ki Beti is Hindi song sung by Suresh Wadkar and music is given by Laxmikant Pyarelal. Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa song lyrics are written by Santosh Anand. Bade Ghar ki Beti is a 1989 Hindi movie starring Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri and Shammi Kapoor.

Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa Lyrics - Bade Ghar ki Beti

Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa Song Detail


Song: Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa
Album: Bade Ghar ki Beti (1989)
Singer: Suresh Wadkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Santosh Anand
Star Cast: Rishi Kapoor, Meenakshi Seshadri, Shammi Kapoor etc.

Jinka Ghar Ho Ayodhaya Jaisa Lyrics

Jai jai Ram Siyaram Siyaram Siyaram
Jai jai ram Siyaram Siyaram Siyaram

Jinka ghar ho Ayodhaya jaisa
Unki hot badayi
Jinka ghar ho Ayodhaya jaisa
Unki hot badayi

Aage age Ram chalat hain
Aage age Ram chalat hain
Peechhe Laxman bhai
Kaushalya tohre anganwa ma

Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma

Jinka ghar ho Ayodhaya jaisa
Unki hot badayi
Aage age Ram chalat hain
Peechhe Laxman bhai
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma
Jinka ghar ho Ayodhaya jaisa
Unki hot badayi

Jai jai Ram Siyaram Siyaram Siyaram Jai jai Ram Siyaram Siyaram Siyaram

Bharat Shtrughan se hain devar ho
Bharat Shtrughan se hain devar
Sita sneh lutati jin par
Gun avgun yeh kuchh na jaane
Maat pita ko teerath maanein

Dasrath ji ke chaar laadle
Dasrath ji ke chaar laadle
Tulsi ki chaupayi
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma
Jinka ghar ho Ayodhaya jaisa
Unki hot badayi

Ram ke koyi behan na thi
Ram ke koyi behan na thi
Unko shayad yahi kami thi
Is ghar mein hai chhoti behna
Har bhai ka sukh aur chaina
Is ghar mein hai chhoti behna
Har bhai ka sukh aur chaina

Baat baat mein khel karat hain
Nandi aur bhaujai
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma

Jinka ghar ho Ayodhaya jaisa
Unki hot badayi
Aage age Ram chalat hain
Peechhe Laxman bhai
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma

Kitna bhajan karo kitna jatan karo
Aaya samay kabhi talta nahi
Aaya samay kabhi talta nahi
Swarath ki dharti par boya jo pathar
Par paudha kabhi bhi phalta nahi
Paudha kabhi bhi phalta nahi

Rawan tha abhimani karta tha manmani
Rawan tha abhimani karta tha manmani
Duniya se khud hi jaata raha
Sita ki shakti ko Laxman ki bhakti ko
Sansar geeton mein gaata raha
Sansar geeton mein gaata raha
Raghukul reeti sada chali aayi
Pran jaaye par vachan na jaayi

Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma
Kaushalya tohre anganwa ma