Tere Bin Soona Mere Man Ka Mandir Lyrics - Sawan Ko Aane Do
Tere Bin Soona Mere Man Ka Mandir lyrics of Sawan Ko Aane Do (1979) is penned by Abhilash, it's composed by Rajkamal and sung by Yesudas. Sawan Ko Aane Do is a 1979 Hindi movie starring Arun Govil, Zarina Wahab and Reeta Bhaduri.
Tere Bin Soona More Man Ka Mandir Lyrics
Tere bin soona more man ka mandir
Aa re aa re aa, ho sajna re aa re aa
Tere bin soona more man ka mandir
Aa re aa re aa, aa re aa, aa re aa
Ho sajna re aa re aa, aa re aa, aa re aa
Oas ki boondein ankhiyan moondein
Kaliyon ka shringar karein
Phool chaman se, mehak pawan se
Lehrein tatt se pyar karein
Main akela panchhi jaisa
Main akela panchhi jaisa
Dhoondhun tere man ka basera
Tere bin soona more man ka mandir
Aa re aa re aa, aa re aa, aa re aa
Ho sajna re aa re aa, aa re aa, aa re aa
Samay ka aanchal thaam ke pal pal
Umar chali hai jaane kahan
Par main thehra ek jagah par
Baat niharoon teri yahan
Mere sathi hoga kahan
Mere sathi hoga kahan madhur milan tera mera
Tere bin soona more man ka mandir
Aa re aa re aa, aa re aa, aa re aa
Ho sajna re aa re aa, aa re aa, aa re aa
Tere Bin Soona More Man Ka Mandir Song Detail
Song: Tere Bin Soona More Man Ka Mandir
Album: Sawan Ko Aane Do (1979)
Singer: Yesudas
Musician: Rajkamal
Lyricist: Abhilash
Star Cast: Arun Govil, Zarina Wahab, Reeta Bhaduri etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana