Kajre Ki Baati Lyrics - Sawan Ko Aane Do


Kajre Ki Baati Lyrics from the movie Sawan Ko Aane Do is sung by Sulakshana Pandit and Yesudas, its music is composed by Rajkamal and lyrics are written by Maya Govind. Sawan Ko Aane Do is a 1979 Hindi movie starring Arun Govil, Zarina Wahab and Reeta Bhaduri.

Kajre Ki Baati Lyrics - Sawan Ko Aane Do

Kajre Ki Baati Song Detail


Song: Kajre Ki Baati
Album: Sawan Ko Aane Do (1979)
Singer: Sulakshana Pandit, Yesudas
Musician: Rajkamal
Lyricist: Maya Govind
Star Cast: Arun Govil, Zarina Wahab, Reeta Bhaduri etc.

Kajre Ki Baati Lyrics

Saajan yeh mat jaaniyo tum bichhure mohe chain
Jaise ban ki laakdi sulgat hoon din rain

Kajre ki baati ansuan ke tel mein
Aali main haar gayi ankhiyan ke khel mein
Kajre ki baati ansuan ke tel mein
Aali main haar gayi ankhiyan ke khel mein
Kajre ki baati

Chanchal se nainon mein kajal ko aanj kar
Bikhri in alkon mein rajni ko baandh kar
Sindoori aanchal mein taaron ko taank kar

Adhron ke pyaalon mein chumban ko dhaal kar
Alka kar sabke man preet ki gulel mein
Maari na jao kahin apne is khel mein
Sapne hi toot gaye is taal-mel mein
Aali main haar gayi ankhiyan ke khel mein
Kajre ki baati

Tan ki suraahi mein yauvan ki haala
Chivan mein madhoshi angon mein jwala
Chhal chhal chhal chhalke jyun madra ka pyala
Gori tu laage hai poori madhushala
Nasha hi nasha hai is angoori bel mein
Pyala aur madira in donon ke mel mein Birha ke phool hain jeevan ki bel mein
Aali main haar gayi ankhiyan ke khel mein
Kajre ki baati