Sun Champa Sun Tara Lyrics - Apna Desh


Sun Champa Sun Tara Lyrics from Apna Desh is Hindi song in the voices of Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. Sun Champa Sun Tara song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by R D Burman. Apna Desh is a 1972 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Mumtaz and Om Prakash.

Sun Champa Sun Tara Lyrics - Apna Desh

Sun Champa Sun Tara Song Detail


Song: Sun Champa Sun Tara
Album: Apna Desh (1972)
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Mumtaz, Om Prakash etc.

Sun Champa Sun Tara Lyrics

Sun champa sun tara
Koyi jeeta koyi haara
Arre bada maza aaye
Haaye suno meri baat
Jhoomein nachein gaayein
Chalo aaj saari raat

Sun champa sun tara
Koyi jeeta koyi haara
Arre bada maza aaye
Haaye suno meri baat

Jhoomein nachein gaayein
Chalo aaj saari raat
Sun champa sun tara
Woh maara

Sach ke gale mein padi mala
Jhoothon ka to munh hua kala ho
Sach ke gale mein padi mala
Jhoothon ka to munh hua kala

Kaise hua aise hua
Kaise hua aise hua
Hairan hai jag saara

Sun champa sun tara Koyi jeeta koyi haara
Arre bada maza aaye
Haaye suno meri baat
Jhoomein nachein gaayein
Chalo aaj saari raat
Sun champa sun tara
Woh maara

Banda hoon main to seedha sadha
Karta hoon tumse main yeh vaada ho ho
Banda hoon main to seedha sadha
Karta hoon tumse main yeh vaada
Aaj se hoga woh dukh mera
Aaj se hoga woh dukh mera
Dukha hai jo tumhara

Sun champa sun tara
Koyi jeeta koyi haara
Arre bada maza aaye
Haaye suno meri baat
Jhoomein nachein gaayein
Chalo aaj saari raat
Sun ri champa sun tara
Woh maara

Chham chham baji meri payal
Dil dushmanon ke huye ghayal ho
Chham chham baji meri payal
Dil dushmanon ke huye ghayal
Is jeewan pe sabka hak hai
Is jeewan pe sabka hak hai
Apna hai yeh naara

Sun champa sun tara
Koyi jeeta koyi haara
Arre bada maza aaye
Haaye suno meri baat
Jhoomein nachein gaayein
Chalo aaj saari raat

Sun champa sun tara
Koyi jeeta koyi haara
Arre bada maza aaye
Haaye suno meri baat
Jhoomein nachein gaayein
Chalo aaj saari raat
Sun champa sun tara
Woh maara