Sab Janta Ka Hai Lyrics - Parvarish


Sab Janta Ka Hai Lyrics from Parvarish is Hindi song sung by Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar and music is given by Laxmikant Pyarelal. Sab Janta Ka Hai song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri. Parvarish is a 1977 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Vinod Khanna and Neetu Singh.

Sab Janta Ka Hai Lyrics - Parvarish

Sab Janta Ka Hai Song Detail


Song: Sab Janta Ka Hai
Album: Parvarish (1977)
Singer: Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Neetu Singh etc.

Sab Janta Ka Hai Lyrics

Yeh unche mehal suhane
Sab janta ka hai
Yeh unche mehal suhane
Sab janta ka hai

Yeh rupaye paise aane
Sab janta ka hai
Yeh ghadi yeh batuwe
Chhupe khazane sab janta ka hai

Yeh pehle tha tumhara
Lekin ab janta ka hai

Yeh pehle tha tumhara
Lekin ab janta ka hai

Yeh unche mehal suhane
Sab janta ka hai
Yeh rupaye paise aane
Sab janta ka hai
Yeh ghadi yeh batuwe
Chhupe khazane sab janta ka hai

To janta ko hi dedo
Jab yeh hak janta ka hai
To janta ko hi dedo
Jab yeh hak janta ka hai Yeh unche mehal suhane
Sab janta ka hai

Shabbu kaisi yeh aajkal ki
Reet hai kaale bazaar wali
Meetu andar bhara godam hai
Magar baahar dukaan khaali

Shabbu kaisi yeh aajkal ki
Reet hai kaale bazaar wali
Meetu andar bhara godam hai
Magar baahar dukaan khaali

Bachcha jo line mein lag raha
To boodha hoke palat raha
Gehun chawal hera pheri ka
Kaam dikhayein sab janta ka hai

To janta ko hi dedo
Jab yeh hak janta ka hai
To janta ko hi dedo
Jab yeh hak janta ka hai
Yeh unche mehal suhane
Sab janta ka hai

Bhagwan hum agar isi tarah
Apni muraad payein
Halwe mithai ka sada tumhein
Prshaad hum chadhayein

Bhagwan hum agar isi tarah
Apni muraad payein
Halwe mithai ka sada tumhein
Prshaad hum chadhayein

Par kab tak yunhi khade rahein
Hum kya baahar hi ade rahein
Aye pandit ji tum gher ke jisko
Baithe ho woh rab janta ka hai

To janta ko hi dedo
Jab yeh hak janta ka hai
To janta ko hi dedo
Jab yeh hak janta ka hai
Yeh unche mehal suhane
Sab janta ka hai

Dekho re is tarah saji bani
Jaate hain kiski doli
Is aan baan se yeh ja rahi
Baraatiyon ki toli

Dekho re is tarah saji bani
Jaate hain kiski doli
Is aan baan se yeh ja rahi
Baraatiyon ki toli

Armaan hai main bhi sajun kabhi
Pyaari si dulhan banun kabhi
Sun oh pagli mat bhool nibhana
Humko bhi kartab janta ka hai

Phir shaadi bhi kar lenge
Jab yeh hak janta ka hai
Phir shaadi bhi kar lenge
Jab yeh hak janta ka hai

Yeh unche mehal suhane
Sab janta ka hai
Yeh rupaye paise aane
Sab janta ka hai
Yeh ghadi yeh batuwe
Chhupe khazane sab janta ka hai

To janta ko hi dedo
Jab yeh hak janta ka hai
To janta ko hi dedo
Jab yeh hak janta ka hai