Band Aankh Se Dekh Tamasha Duniya Ka Lyrics - Parvarish
Band Aankh Se Dekh Tamasha Duniya Ka Lyrics from Parvarish is Hindi song sung by Amit Kumar, Kishore Kumar and music is given by Laxmikant Pyarelal. Band Aankh Se Dekh Tamasha Duniya Ka song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri. Parvarish is a 1977 action, crime, drama Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Neetu Singh, Shabana Azmi and Shammi Kapoor. It is produced by A.A. Nadiadwala and directed by Manmohan Desai. Lyrics of Band Aankh Se Dekh Tamasha Duniya Ka song is given below.

Band Aankh Se Dekh Tamasha Duniya Ka Song Detail
Song: Band Aankh Se Dekh Tamasha Duniya Ka
Album: Parvarish (1977)
Singer: Amit Kumar, Kishore Kumar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Neetu Singh, Shabana Azmi, Shammi Kapoor etc.
Director: Manmohan Desai
Band Aankh Se Dekh Tamasha Duniya Ka Lyrics
Khuli nazar kya khel dikhega duniya ka
Band aankh se dekh tamasha duniya ka
Gao bachchon tum bhi mere sath gao
Khuli nazar kya khel dikhega duniya ka
Band aankh se dekh tamasha duniya ka
Aamir tum bhi gao
Khuli nazar kya khel dikhega duniya ka
Band aankh se dekh tamasha duniya ka
Aaj ke insanon ki basti
Jo duniya kehlaye
Aaj ke insanon ki basti
Jo duniya kehlaye
Na dekhe so chain se baithe
Dekhe so pachhataye
Aisa hai kuchh aaj nazara duniya ka Band aankh se dekh tamasha duniya ka
Koyi na isko dekh raha hai
Isko pata jab chalta hai
Koyi na isko dekh raha hai
Isko pata jab chalta hai
Bhai mere tab jag walon ka
Asli roop nikalta hai
Pal mein badal jata hai naksha duniya ka
Band aankh se dekh tamasha duniya ka
Khuli nazar kya khel dikhega duniya ka
Band aankh se dekh tamasha duniya ka
Khuli nazar kya khel dikhega duniya ka
Band aankh se dekh tamasha duniya ka