Aaiye Shauk Se Kahiye Lyrics - Parvarish


Aaiye Shauk Se Kahiye Lyrics from Parvarish is Hindi song sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar and music is given by Laxmikant Pyarelal. Aaiye Shauk Se Kahiye song lyrics are written by Majrooh Sultanpuri. Parvarish is a 1977 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Vinod Khanna and Neetu Singh.

Aaiye Shauk Se Kahiye Lyrics - Parvarish

Aaiye Shauk Se Kahiye Song Detail


Song: Aaiye Shauk Se Kahiye
Album: Parvarish (1977)
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Star Cast: Amitabh Bachchan, Vinod Khanna, Neetu Singh etc.

Aaiye Shauk Se Kahiye Lyrics

Aaiye shauk se kahiye
Aaiye shauk se kahiye
Kahiye na hai koyi kaam
Aji kaam vaam mein kya rakha hai
Hum to hain aap ke gulaam

Aaiye baithiye kahiye
Kya hai ji aap ka naam
Aji naam vaam mein kya rakha hai
Hum to hain aap ke gulaam
Aaiye shauk se kahiye

By god aapka to
Andaaz hai bada pyara
By god aapka to
Andaaz hai bada pyara
Kamre mein aap kya
Aaye naksha badal gaya sara

Main bhi yahi sochti mile na mile
Mauka phir yeh dobara
Ek do ghadi mile to sabki
Khidmat karte jaiye

To aaiye baithiye kahiye
Kya hai ji aap ka naam Aji naam vaam mein kya rakha hai
Hum to hain aap ke gulaam
Aaiye shauk se kahiye

Koyi dekho aa raha hai
Thehro udhar nazar kar lo
Koyi dekho aa raha hai
Thehro udhar nazar kar lo

Hum apna munh idhar kar lein
Tum apna munh udhar kar lo
Chhup nahi sakoge dear
Sundar mukhda tum chahe jidhar kar lo
Time aapne galat chuna hai
Koshish mat farmaiye

To phir aaiye shauk se kahiye
Kahiye na hai koyi kaam
Aji kaam vaam ko goli maaro
Hum to hain aap ke gulaam

To aaiye baithiye kahiye
Kya hai ji aap ka naam
Aji naam vaam mein kya rakha hai
Hum to hain aap ke gulaam