Rangeela Re Lyrics - Rangeela




Rangeela Re Lyrics from Rangeela is Hindi song in the voices of Asha Bhosle, Aditya Narayan. Rangeela Re song lyrics are written by Mehboob, its music is given by A R Rahman. Rangeela is a 1995 Hindi movie starring Aamir Khan, Urmila Matondkar and Jackie Shroff.

Rangeela Re Lyrics

Rangeela re

Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re milke dhoom machayein re
Chal mere sang sang le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re rang rang rangeela re

Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re milke dhoom machayein re
Chal mere sang sang le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re rang rang rangeela re

Itne chehron mein apne chehre ki
Pehchan to ho pehchan to ho
Bade bade naamon mein
Apna bhi naam o nishaan to ho
Pehchan to ho
Jeene mein phir to kya baat ho
Din naya aur nayi raat ho
Har ghadi bas kushi sath ho

Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re milke dhoom machayein re
Chal mere sang sang le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re rangeela re
Rang rang rangeela re rangeela re


Arre yaaron mere paas to aao
Meri mushkil door bhagao
Cadbury bole main meetha hoon
Amul bole main meetha hoon
Horlicks bole main achcha hoon
Complan bole main achcha hoon
Kya sabne socha main bachcha hoon
Choclate khane mein tension hai
Doodh peene mein tension hai
Tension tension tension

Laanat hai ji us par
Duniya mein hi reh kar
Duniya mein jo jeene ke
Andaz ko na jaane
Mathe ya hathon pe
Chand ya taaron mein
Kismat ko dhoondhe
Par khud mein kya hai yeh na jaane

Khud pe hi humko yakeen ho
Mushkilein raah ki aasaan hon
Dono hathon mein yeh jahan ho

Yaai re yaai re zor laga ke naache re
Yaai re yaai re milke dhoom machayein re
Chal mere sang sang le le duniya ke rang
Ho ja rangeela re rangeela re
Rang rang rangeela re rangeela re




Rangeela Re Song Detail


Song: Rangeela Re
Album: Rangeela (1995)
Singer: Asha Bhosle, Aditya Narayan
Musician: A. R. Rahman
Lyricist: Mehboob
Star Cast: Aamir Khan, Urmila Matondkar, Jackie Shroff etc.