Pyar Ye Jaane Kaisa Lyrics - Rangeela


Pyar Ye Jaane Kaisa Hai Lyrics from Rangeela is Hindi song in the voices of Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar. Pyar Ye Jaane Kaisa Hai song lyrics are written by Mehboob Alam Kotwal, its music is given by AR Rahman. Rangeela is a 1995 Hindi movie starring Aamir Khan, Urmila Matondkar and Jackie Shroff.

Pyar Ye Jaane Kaisa Lyrics - Rangeela

Pyar Ye Jaane Kaisa Hai Song Detail


Song: Pyar Ye Jaane Kaisa Hai
Album: Rangeela (1995)
Singer: Kavita Krishnamurthy, Suresh Wadkar
Musician: A.R. Rahman
Lyricist: Mehboob Alam Kotwal
Star Cast: Aamir Khan, Urmila Matondkar, Jackie Shroff etc.

Pyar Ye Jaane Kaisa Hai Lyrics

Pyar ye jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuchh aisa hai
Kabhi dard yeh deta hai
Kabhi chein yeh deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Pyar ye jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuchh aisa hai
Kabhi dard yeh deta hai
Kabhi chein yeh deta hai

Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Pyar ye jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuchh aisa hai
Kabhi dard yeh deta hai
Kabhi chein yeh deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Din to ghuzarta hai
Jiske khayalon mein
Raatein ghuzarti hain
Uske hi yaadon mein

Waqt milan ka aaye to baagon mein
Jhoomein baharein
Phoolon ki kaliyon mein
Bhanwron ki toli aaye
Kaliyon pe woh mandalaye
Dar yeh khiza ka bhi dil se mitaye

Pyar ye jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuchh aisa hai
Kabhi dard yeh deta hai
Kabhi chein yeh deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Aankhon pe chhaye sapna banke to
Koyi paraya aaye apna banke
Chalte chalte hi raahon ki dhoop mein
Sathi mil jaaye koyi saya banke
Manzil aaye na aaye
Ya koyi toofan aaye
Dil walon ko yeh jeena sikhaye

Pyar ye jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuchh aisa hai
Kabhi dard yeh deta hai
Kabhi chein yeh deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai

Pyar ye jaane kaisa hai
Kya kahein yeh kuchh aisa hai
Kabhi dard yeh deta hai
Kabhi chein yeh deta hai
Kabhi gham deta hai
Kabhi khushi deta hai