Kya Karein Kya Na Karein Lyrics - Rangeela


Kya Karein Kya Na Karein Lyrics from Rangeela is Hindi song sung by Udit Narayan. Kya Karein Kya Na Karein song lyrics are written by Mehboob Alam Kotwal, its music is given by AR Rahman. Rangeela is a 1995 Hindi movie starring Aamir Khan, Urmila Matondkar and Jackie Shroff.

Kya Karein Kya Na Karein Lyrics - Rangeela

Kya Karein Kya Na Karein Song Detail


Song: Kya Karein Kya Na Karein
Album: Rangeela (1995)
Singer: Udit Narayan
Musician: A.R. Rahman
Lyricist: Mehboob Alam Kotwal
Star Cast: Aamir Khan, Urmila Matondkar, Jackie Shroff etc.

Kya Karein Kya Na Karein Lyrics

Kya karein kya na karein
Yeh kaisi mushkil haaye
Koyi to bata de iska hal oh mere bhai
Ke ek taraf to us-se pyar karein hum
Aur usko hi yeh kehne se darein hum

Kya karein kya na karein
Yeh kaisi mushkil haaye
Koyi to bata de iska hal oh mere bhai
Ke ek taraf to us-se pyar karein hum
Aur usko hi yeh kehne se darein hum

Roz roz hum sochta yahi
Aaj humko woh agar mil jaaye kahin
To aisa bolega saala waisa bolega
Khullam khulla uspe
Dil ka raz hum kholega
Woh samne chamakti hai
Saans hi atakti hai
Aur yeh zuban jaati hai phisal

To kya karein kya na karein
Yeh kaisi mushkil haaye
Koyi to bata de iska hal oh mere bhai
Ke ek taraf to us-se pyar karein hum Aur usko hi yeh kehne se darein hum

Kya karein kya na karein
Yeh kaisi mushkil haaye
Koyi to bata de iska hal oh mere bhai

Koyi badi baat nahi
Humein kehna tha jo bhi
Woh to hum yunhi kehte magar
Phir bhi kaha nahi wajah uski hai yehi
Bas inkaar se humko tha dar
Ab kahein ya tab kahein
Kahan kahein kab kahein
Soch soch mein hi woh gayi nikal

Haan kya karein kya na karein
Yeh kaisi mushkil haaye
Koyi to bata de iska hal oh mere bhai
Aye bhai mere bhai oh mere bhai
Hey aye aye aye
Aye bhai mere bhai oh mere bhai
Hey aye aye aye