Mere Mehboob Ruk Jao Lyrics - Hamara Khandan


Mere Mehboob Ruk Jao Lyrics from Hamara Khandan is Hindi song sung by Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz and music is given by Laxmikant Pyarelal. Mere Mehboob Ruk Jao song lyrics are written by Farooq Qaiser. Hamara Khandan is a 1988 Hindi movie starring Rishi Kapoor, Farha and Kiran Juneja.

Mere Mehboob Ruk Jao Lyrics - Hamara Khandan

Mere Mehboob Ruk Jao Song Detail


Song: Mere Mehboob Ruk Jao
Album: Hamara Khandan (1988)
Singer: Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Farooq Qaiser
Star Cast: Rishi Kapoor, Farha, Kiran Juneja etc.

Mere Mehboob Ruk Jao Lyrics

Mere mehboob ruk jao
Abhi afsana baaki hai
Abhi bedard dunyia se
Zara takrana baaki hai

Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai
Tumhara chahne wala

Mere mehboob ruk jao

Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai

Abhi to apne roothe hain
Paraye bhi khafa honge
Abhi to apne roothe hain
Paraye bhi khafa honge

Isi mehfil mein mere
Pyaar ke vaade wafa honge
Yeh shamma bujh nahi sakti
Yeh shamma bujh nahi sakti Abhi parwana baaki hai
Yeh shamma bujh nahi sakti
Abhi parwana baaki hai
Mere mehboob

Hamara chahne wala
Abhi deewana baaki hai

Jinki gardan pe chhuri
Hothon pe taale honge
Is jahan mein wahi
Sach bolne wale honge

Hamare lab pe taale aur
Gardam pe chhuri hogi
Hamare lab pe taale aur
Gardam pe chhuri hogi
Riwazon ki adaalat mein
Hamari haziri hogi
Abhi ilzaam lagna hai
Abhi ilzaam lagna hai
Abhi zurmana baaki hai
Abhi ilzaam lagna hai
Abhi zurmana baaki hai
Mere mehboob

Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai