Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Lyrics - Hamara Khandan


Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Lyrics from Hamara Khandan is Hindi song sung by Mohammed Aziz and music is given by Laxmikant Pyarelal. Mere Mehboob Kuch Bhi Ho song lyrics are written by Farooq Qaiser. Hamara Khandan is a 1988 Hindi movie starring Rishi Kapoor, Farha and Kiran Juneja.

Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Lyrics - Hamara Khandan

Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Song Detail


Song: Mere Mehboob Kuch Bhi Ho
Album: Hamara Khandan (1988)
Singer: Mohammed Aziz
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Farooq Qaiser
Star Cast: Rishi Kapoor, Farha, Kiran Juneja etc.

Mere Mehboob Kuch Bhi Ho Lyrics

Mere mehboob kuch bhi ho
Abhi afsana baaki hai
Abhi meri wafa ka
Aakhiri nazrana baaki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai
Tumhara chahne wala

Mere mehboob kuch bhi ho

Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai

Zamana chahe tadpaye
Zamana chahe thukra de
Zamana chahe tadpaye
Zamana chahe thukra de
Yeh vaada hai ke poore honge
Mere yaar ke vaade

Aye shamma mat baha aansu
Aye shamma mat baha aansu Abhi parwana baaki hai
Aye shamma mat baha aansu
Abhi parwana baaki hai
Mere mehboob
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai

Aaj bhi sath hai
Chahat ka woh ik ik lamha
Hum juda hoke bhi
Dildaar nahi hain tanha

Na toota hai na tootega
Hamare pyaar ka sapna
Na toota hai na tootega
Hamare pyaar ka sapna
Paron pe leke udd jayenge
Ek din aashiyan apna
Bala se baag ujda hai

Bala se baag ujda hai
Abhi veerana baaki hai
Bala se baag ujda hai
Abhi veerana baaki hai
Mere mehboob
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai

Jo chahat de nahi sakte
Woh kaise chheen sakte hain
Jo chahat de nahi sakte
Woh kaise chheen sakte hain
Mere maalik tere bande
Yahan takdeer likhte hain
Sitam to kar chuki duniya

Sitam to kar chuki duniya
Abhi pachhtana baaki hai
Sitam to kar chuki duniya
Abhi pachhtana baaki hai
Mere mehboob
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai
Tumhara chahne wala
Abhi deewana baaki hai