Marenge Ya Mar Jayenge Lyrics - Pukar


Marenge Ya Mar Jayenge Lyrics from Pukar is Hindi song sung by Asha Bhosle, R. D. Burman and music is given by R. D. Burman. Marenge Ya Mar Jayenge song lyrics are written by Gulshan Bawra. Pukar is a 1983 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Zeenat Aman and Randhir Kapoor.

Marenge Ya Mar Jayenge Lyrics - Pukar

Marenge Ya Mar Jayenge Song Detail


Song: Marenge Ya Mar Jayenge
Album: Pukar (1983)
Singer: Asha Bhosle, R. D. Burman
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Gulshan Bawra
Star Cast: Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Randhir Kapoor etc.

Marenge Ya Mar Jayenge Lyrics

Marenge ya mar jayenge
Woh dhamaka kar jayenge
Dekho dekho gaur se dekho
Aage aage hota hai kya
Marenge ya mar jayenge

Marenge ya mar jayenge
Woh dhamaka kar jayenge
Dekho dekho gaur se dekho
Aage aage hota hai kya
Marenge ya mar jayenge

Ho woh dhamaka kar jayenge

Panchhi bezuban tu bada nadaan
Lene aa gaye hain tujhe tere meharban
Ho panchhi bezuban tu bada nadaan
Lene aa gaye hain tujhe tere meharban
Arre sochne mein der na kar
Phir yeh din kahaan

Marenge ya mar jayenge
Woh dhamaka kar jayenge
Dekho dekho gaur se dekho
Aage aage hota hai kya
Marenge ya mar jayenge Ho woh dhamaka kar jayenge

Paalki mein yeh laal pari hai
Iske ang ang mein woh masti bhari hai
Paalki mein yeh laal pari hai
Iske ang ang mein woh masti bhari hai
Arre le udegi iski yahi jadugari hai

Marenge ya mar jayenge
Woh dhamaka kar jayenge
Dekho dekho gaur se dekho
Aage aage hota hai kya
Marenge ya mar jayenge
Ho woh dhamaka kar jayenge

Teer chalega tirchhi nazar ka
Aisa hoga haal tere dil o jigar ka
Teer chalega tirchhi nazar ka
Aisa hoga haal tere dil o jigar ka
Rahega na ghaat ka tu aur na ghar ka

Marenge ya mar jayenge
Woh dhamaka kar jayenge
Dekho dekho gaur se dekho
Aage aage hota hai kya

Marenge ya mar jayenge
Ho woh dhamaka kar jayenge
Marenge ya mar jayenge
Ho woh dhamaka kar jayenge