Bach Ke Rehna Re Baba Lyrics - Pukar


Bach Ke Rehna Re Baba Lyrics from Pukar is Hindi song sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar, R. D. Burman and music is given by R. D. Burman. Bach Ke Rehna Re Baba song lyrics are written by Gulshan Bawra. Pukar is a 1983 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Zeenat Aman and Randhir Kapoor.

Bach Ke Rehna Re Baba Lyrics - Pukar

Bach Ke Rehna Re Baba Song Detail


Song: Bach Ke Rehna Re Baba
Album: Pukar (1983)
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar, R. D. Burman
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Gulshan Bawra
Star Cast: Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Randhir Kapoor etc.

Bach Ke Rehna Re Baba Lyrics

Bach ke rehna re baba bach ke rehna re
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai
Bach ke rehna re baba bach ke rehna re
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai

Arre tere liye aaye tere hi deewane
Jhoomein nachein gaayein aaye rang jamane
Kaise kaise tohfe laaye
Tu kya jaane tu kya jaane

Bach ke rehna re baba bach ke rehna re
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai

Haan tere liye aaye tere hi deewane
Jhoomein nachein gaayein aaye rang jamane
Kaise kaise tohfe laaye
Tu kya jaane tu kya jaane

Bach ke rehna re baba bach ke rehna re
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho

Ho log tujhe samajh rahe deewana mastana
Lakh bhes badal chahe maine to pehchana haan haan
Ho log tujhe samajh rahe deewana mastana
Lakh bhes badal chahe maine to pehchana Ho thaam le hath mera chhod na sath mera
Tera mera ek safar hai hai hai hai

Dil mein tere jo bhi hai mujhko khabar hai
Saheba
Dil mein tere jo bhi hai mujhko khabar hai
Saheba

Bach ke rehna re baba bach ke rehna re
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai
Tere liye aaye tere hi deewane
Jhoomein nachein gaayein aaye rang jamane
Kaise kaise tohfe laaye
Tu kya jaane tu kya jaane

Bach ke rehna re baba bach ke rehna re
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai
Ho ho ho ho ho
Ho ho ho ho ho

Ho sambhal ke tu chalna
Teri raahon mein hain kaante
Phool to maali ne bas
Apnon mein hi baante

Ho sambhal ke tu chalna
Teri raahon mein hain kaante
Phool to maali ne bas
Apnon mein hi baante
Ho tu meharbaan rahe
To mera dil yeh kahe
Badi aasan dagar hai hai hai hai

Aaj apne pyaar pe mujhko fakar hai
Saheba
Aaj apne pyaar pe mujhko fakar hai
Saheba

Bach ke rehna re baba bach ke rehna re
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai
Tere liye aaye tere hi deewane
Jhoomein nachein gaayein aaye rang jamane
Kaise kaise tohfe laaye
Tu kya jaane tu kya jaane

Bach ke rehna re baba bach ke rehna re
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai
Ho ho ho ho ho

Saheba saheba saheba saheba
Saheba saheba saheba

Jeena to hai char hi din
Jiyenge masti mein
Yaar ki aankhon se
Jaam piyenge masti mein

Jeena to hai char hi din
Jiyenge masti mein
Yaar ki aankhon se
Jaam piyenge masti mein
Aankhon se jaam piyo
Leke mera naam jiyo
Dil mera aapka ghar hai hai hai

Arre lakhon mein tu ek hi jaane jigar hai
Saheba
Lakhon mein tu ek hi jaane jigar hai
Saheba

Bach ke rehna re baba bach ke rehna re
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai
Arre tere liye aaye tere hi deewane hoo hoo
Jhoomein nachein gaayein aaye rang jamane yeah
Kaise kaise tohfe laaye
Tu kya jaane tu kya jaane

Bach ke rehna re baba bach ke rehna re hey
Bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai

Lala la la lala la la
Lala la la lala la la