Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai Lyrics - Pukar


Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai Lyrics from Pukar is Hindi song sung by Kishore Kumar, R. D. Burman and music is given by R. D. Burman. Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai song lyrics are written by Gulshan Bawra. Pukar is a 1983 Hindi movie starring Amitabh Bachchan, Zeenat Aman and Randhir Kapoor.

Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai Lyrics - Pukar

Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai Song Detail


Song: Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai
Album: Pukar (1983)
Singer: Kishore Kumar, R. D. Burman
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Gulshan Bawra
Star Cast: Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Randhir Kapoor etc.

Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai Lyrics

Arre jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai
Shokh adayein mast nigahein
Pyaar bhare dil mein kayi tufan uthayein

Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana

Hey jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai

Roop ki rani chehra noorani
Maar gayi mujhe teri chadhti jawani

Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana

Ho saansein teri mehakti hain phoolon ki tarah
Kamar teri lachakti hai jhoolon ki tarah
Saansein teri mehakti hain phoolon ki tarah
Kamar teri lachakti hai jhoolon ki tarah
Arre tu kamaal hai bemisaal hai
Mast mast hirni jaisi teri chaal hai

Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana

Hey jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai
Arre shokh adayein mast nigahein
Arre pyaar bhare dil mein kayi tufan uthayein

Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana

Naram naram honth tere jab kabhi khulein
Aisa lage chehakne lagi hon bulbulein
Naram naram honth tere jab kabhi khulein
Aisa lage chehakne lagi hon bulbulein
Meri gulbadan uff yeh baankpan
Loot liya loot liya toone jaaneman

Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana

Arre jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Arre tere jaisi aur yahan koyi nahi hai
Roop ki rani chehra noorani
Maar gayi mujhe teri chadhti jawani

Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana

Jhoom ke dekhe tu jise khushnaseeb hai
Khushnaseeb woh hai jo tere kareeb hai
Jhoom ke dekhe tu jise khushnaseeb hai
Khushnaseeb woh hai jo tere kareeb hai
Arre muskura zara paas aa zara
Badhane lagi dil ki lagi de dawa zara

Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana

Arre jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai
Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai hey hey
Roop ki rani chehra noorani
Maar gayi mujhe teri chadhti jawani

Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana
Tera to main hoon deewana