Main Chali Main Chali Lyrics - Padosan


Main Chali Main Chali Lyrics from Padosan is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Main Chali Main Chali song lyrics are written by Rajendra Krishan, its music is given by R D Burman. Padosan is a 1968 Hindi movie starring Sunil Dutt, Saira Banu and Mehmood.

Main Chali Main Chali Lyrics - Padosan

Main Chali Main Chali Song Detail


Song: Main Chali Main Chali
Album: Padosan (1968)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Rajendra Krishan
Star Cast: Sunil Dutt, Saira Banu, Mehmood etc.

Main Chali Main Chali Lyrics

Main chali main chali
Dekho pyaar ki gali
Mujhe roke na koyi
Main chali main chali

Main chali main chali
Dekho pyaar ki gali
Mujhe roke na koyi
Main chali main chali

Na na na meri jaan
Dekho jaana na wahan

Koyi pyar ka lutera
Loote na meri jaan

Aha ha ha meri jaan
Dekho jaana na wahan
Koyi pyar ka lutera
Loote na meri jaan
Re pa pa la ra la la

Yeh fiza yeh hawa
Yeh nazare yeh sama
Ab pyar na hua
To phir kab hoga

Yeh fiza yeh hawa Yeh nazare yeh sama
Ab pyar na hua
To phir kab hoga

Koyi khel to nahi
Yeh hai pyar meri jaan
Tujhe pata bhi na chalega
Yeh jab hoga

Main chali main chali
Dekho pyaar ki gali
Mujhe roke na koyi
Main chali main chali
Re pa pa la ra la la

Hai deewani yeh jawani
Koyi samjhaye kya
Kab rokne se rukte hain deewane

Hai deewani yeh jawani
Koyi samjhaye kya
Kab rokne se rukte hain deewane
Tu hai abhi nadaan
Zara soch meri jaan
Roz aate nahi din aise mastane

Ho na na na meri jaan
Dekho jaana na wahan
Koyi pyar ka lutera
Loote na meri jaan

Aha ha ha meri jaan
Dekho jaana na wahan
Koyi pyar ka lutera
Loote na meri jaan
Re pa pa la ra la la

Hua nai kuchh bol tumhare sath
Hua nai kuchh bol tumhare sath

Kahin aankh na mili
Kahin dil na laga
To yeh pyar ka zamana kis kaam aaya
Ho yeh rutt yeh ghata bolo sochegi kya
Jo kisi ka na hothon pe naam aaya

Main chali main chali
Dekho pyaar ki gali
Mujhe roke na koyi
Main chali main chali

Oh na na meri jaan
Dekho jaana na wahan
Koyi pyar ka lutera
Loote na meri jaan
Re pa pa la la la la