Koi Taza Hawa Lyrics - Dhaai Akshar Prem Ke


Koi Taza Hawa Lyrics from Dhaai Akshar Prem Ke is Hindi song in the voices of Anuradha Paudwal, Babul Supriyo. Koi Taza Hawa song lyrics are written by Sameer, its music is given by Jatin Lalit. Dhaai Akshar Prem Ke is a 2000 Hindi movie starring Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai and Amrish Puri.

Koi Taza Hawa Lyrics - Dhaai Akshar Prem Ke

Koi Taza Hawa Song Detail


Song: Koi Taza Hawa
Album: Dhaai Akshar Prem Ke (2000)
Singer: Anuradha Paudwal, Babul Supriyo
Musician: Jatin Lalit
Lyricist: Sameer
Star Cast: Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai, Amrish Puri etc.

Koi Taza Hawa Lyrics

Koi taza hawa man ko chhu gayi
Mujhe aisa laga jaise tu gayi
Koi taza hawa man ko chhu gayi
Mujhe aisa laga jaise tu gayi

Dekhun yahan dekhun wahan
Chaaron taraf aaye nazar
Dekhun yahan dekhun wahan
Chaaron taraf aaye nazar
Tu bas tu tu bas tu
Koi taza hawa man ko chhu gayi

Tera nasha hai khumari hai
Poochho na kya bekaraari hai
Tere bina meri jaane jaan
Mushkil hai din raat bhaari hai

Ab to mere khayal mein
Dhadkanon ke sawal mein
Ab to mere khayal mein
Dhadkanon ke sawal mein
Tu bas tu tu bas tu
Koi taza hawa man ko chhu gayi

Meri nazar mein nazaron mein
Tu hai basi chaand taaron mein Tera dupatta mehkta hai
Phoolon ki mehki bahaaron mein

Har gali har makaan mein
Is zameen aasmaan mein
Har gali har makaan mein
Is zameen aasmaan mein
Tu bas tu tu bas tu

Koi taza hawa man ko chhu gayi
Mujhe aisa laga jaise tu gayi
Dekhun yahan dekhun wahan
Chaaron taraf aaye nazar
Dekhun yahan dekhun wahan
Chaaron taraf aaye nazar
Tu bas tu tu bas tu
Tu bas tu