Yeh Sama Yeh Nazare Lyrics - Dhaai Akshar Prem Ke


Yeh Sama Yeh Nazare Lyrics from Dhaai Akshar Prem Ke is Hindi song in the voices of Anuradha Paudwal, Babul Supriyo. Yeh Sama Yeh Nazare song lyrics are written by Sameer, its music is given by Jatin Lalit. Dhaai Akshar Prem Ke is a 2000 Hindi movie starring Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai and Amrish Puri.

Yeh Sama Yeh Nazare Lyrics - Dhaai Akshar Prem Ke

Yeh Sama Yeh Nazare Song Detail


Song: Yeh Sama Yeh Nazare
Album: Dhaai Akshar Prem Ke (2000)
Singer: Anuradha Paudwal, Babul Supriyo
Musician: Jatin Lalit
Lyricist: Sameer
Star Cast: Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai, Amrish Puri etc.

Yeh Sama Yeh Nazare Lyrics

Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain

Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan
Zubaan pe in labon pe
Bas tera naam hai
Begaane is jahan se
Kya humein kaam hai

Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain

Aji tumse jab se mohabbat huyi
Hamari ajab si yeh haalat huyi
Aji tumse jab se mohabbat huyi
Hamari ajab si yeh haalat huyi
Tumne khata ki dil lootne ki
Tumko mili hai iski saza

Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain

Dua mein tumhein mangna aa gaya
Humein raat bhar jaagna aa gaya Dua mein tumhein mangna aa gaya
Humein raat bhar jaagna aa gaya
Sach keh rahe hain darde jigar ka
Hota hai dilbar apna maza haan

Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain

Humein baajuon mein chhupa lo sanam
Yeh chahat hai kaisi batao sanam
Humein baajuon mein chhupa lo sanam
Yeh chahat hai kaisi batao sanam
Dar lag raha hai mad-hoshiyon mein
Hum kar na baithein koyi khata

Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain
Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Hum kasam se tumhare ho gaye hain

Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan
Zubaan pe in labon pe
Bas tera naam hai
Begaane is jahan se
Kya humein kaam hai

Yeh sama yeh nazare kho gaye hain
Haan hum kasam se tumhare ho gaye hain