Keh Gaye Father Ibrahim Lyrics - Izzat


Keh Gaye Father Ibrahim Lyrics from Izzat is Hindi song sung by Manna Dey. Keh Gaye Father Ibrahim song lyrics are written by Sahir Ludhianvi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Izzat is a 1968 Hindi movie starring Dharmendra, Tanuja and Jayalalitha.

Keh Gaye Father Ibrahim Lyrics - Izzat

Keh Gaye Father Ibrahim Song Detail


Song: Keh Gaye Father Ibrahim
Album: Izzat (1968)
Singer: Manna Dey
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Dharmendra, Tanuja, Jayalalitha etc.

Keh Gaye Father Ibrahim Lyrics

Arre haan arre haan
Baant ke khao is dunia mein
Baabt ke bojh uthao
Jis raste mein sabka sukh ho
Woh rasta apnao

Is taleem se badhkar jag mein
Koyi nahi taleem
Keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim

Ho keh gaye father ibrahim

Is taleem se badhkar jag mein
Koyi nahi taleem
Keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim

Dooje ke ghar kabhi na jhanko
Daulat ho ya naari
Dooje ke ghar kabhi na jhanko
Daulat ho ya naari
Is aadat se bache raho Yeh aadat hai beemari

Iska daaru dhoondh na paya
Koyi baid hakeem
Keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim

Kutte se kya badla lena
Kutte ne gar kata
Kutte se kya badla lena
Kutte ne gar kata
Tumne agar kutte ka kata
Kya thooka kya chata

Tum insaan ho yaaron apni
Kuchh to karo tazeem
Keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim

Jhooth ke sar par taj bhi ho
To jhooth ka bhanda phodo
Jhooth ke sar par taj bhi ho
To jhooth ka bhanda phodo
Sach chahe sooli chadhwa de
Sach ka sath na chhodo

Kal woh sach amrit hoga
Jo aaj hai kadwa neem
Keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim

Is taleem se badhkar jag mein
Koyi nahi taleem
Keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim
Ho keh gaye father ibrahim