Jagi Badan Mein Jwala Lyrics - Izzat
Jagi Badan Mein Jwala Lyrics from Izzat is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Jagi Badan Mein Jwala song lyrics are written by Sahir Ludhianvi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Izzat is a 1968 Hindi movie starring Dharmendra, Tanuja and Jayalalitha.
![Jagi Badan Mein Jwala Lyrics - Izzat](https://www.lyricsoff.com/images/large-songs/jagi-badan-mein-jwala-18588.jpg)
Jagi Badan Mein Jwala Song Detail
Song: Jagi Badan Mein Jwala
Album: Izzat (1968)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Dharmendra, Tanuja, Jayalalitha etc.
Jagi Badan Mein Jwala Lyrics
Ho ho ho jagi
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Mana mana kar haari
Maane nahi man matwala
Par yeh toone hath na chhodi
Maine tujhe kitna jaana
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Aate jaate raahon mein chheda
Inhi teri baaton se pada yeh bakheda
Aate jaate raahon mein chheda
Inhi teri baaton se pada yeh bakheda
Achchi di pehchan tere do naino ne
Achchi di pehchan tere do naino ne
Arre ghayal kar di jaan tere do naino ne
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Roothe meri aankhon se sapne
Huye tere khwab mein din the jo apne
Roothe meri aankhon se sapne
Huye tere khwab mein din the jo apne
Ab se pehle haal na aisa dekha tha
Ab se pehle haal na aisa dekha tha
Arre solah saal mein
Saal na aisa dekha tha
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Tere liye raaton ko bhatkun
Aate jaate logon ki nazro mein khatkun
Tere liye raaton ko bhatkun
Aate jaate logon ki nazro mein khatkun
Kaisi halchal daali meri jawani mein
Kaisi halchal daali meri jawani mein
Aree zulmi toone aag laga di paani mein
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Mana mana kar haari
Maane nahi man matwala
Par yeh toone hath na chhodi
Maine tujhe kitna jaana
Jagi jagi
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Jagi badan mein jwala
Saiyan toone kya kar dala
Recently Added Songs
- Saaton Janam Mein Tere Lyrics - Ajay Devgn, Raveena Tandon
- Mauka Milega to Hum Bata Denge Lyrics - Dilwale
- Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics - Dilwale
- Main Benaam Ho Gaya Lyrics - Narendra Chanchal
- Ek Din Hasana Lyrics - Lata Mangeshkar
- Aa Raat Jaati Hai Lyrics - Amitabh Bachchan
- Tu Shama Main Parwana Tera Lyrics - Khiladi
- Hoke Man Aaj Magan Lyrics - Akshay Kumar
- Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor
- Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor