Do Din Ki Zindagi Lyrics - Satyakam


Do Din Ki Zindagi Lyrics from Satyakam is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Do Din Ki Zindagi song lyrics are written by Kaifi Azmi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Satyakam is a 1969 Hindi movie starring Ashok Kumar, Dharmendra and Manmohan.

Do Din Ki Zindagi Lyrics - Satyakam

Do Din Ki Zindagi Song Detail


Song: Do Din Ki Zindagi
Album: Satyakam (1969)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Kaifi Azmi
Star Cast: Ashok Kumar, Dharmendra, Manmohan etc.

Do Din Ki Zindagi Lyrics

Do din ki zindagi kaisi hai jindagi
Do din ki zindagi kaisi hai jindagi
Koyi na yeh jaane ho
Bheetar andhera hai bahar hai roshni
Dekhe na parwane
Do din ki zindagi kaisi hai jindagi

Armaan ki basti jaane kaise hai basati
Utni hi sooni ho
Utni hi sooni jitni chhai hai masti
Nazron mein baankpan

Aankhon mein sau chaman
Seene mein veerane
Do din ki zindagi kaisi hai jindagi

Pehle to kya kya sapne dikhlaye duniya
Phir khud hi toota ho
Phir khud hi toota sapna ban jaye duniya
Duniya ki chah ki naghmon ki aah ki
Jhoothe hain afsane
Do din ki zindagi kaisi hai jindagi

Phoolon ne dekha khil ke murjhana dil ka
Taaron ne dekha ho
Taaron ne dekha jal ke bujh jaana dil ka The kal jo meharbaan the kal jo raazdan
Nikle woh beghane
Do din ki zindagi kaisi hai jindagi



More Lyrics From Satyakam