Abhi Kya Sunoge Lyrics - Satyakam


Abhi Kya Sunoge Lyrics from Satyakam is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Abhi Kya Sunoge song lyrics are written by Kaifi Azmi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Satyakam is a 1969 Hindi movie starring Ashok Kumar, Dharmendra and Manmohan.

Abhi Kya Sunoge Lyrics - Satyakam

Abhi Kya Sunoge Song Detail


Song: Abhi Kya Sunoge
Album: Satyakam (1969)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Kaifi Azmi
Star Cast: Ashok Kumar, Dharmendra, Manmohan etc.

Abhi Kya Sunoge Lyrics

Abhi kya sunoge suna to hansoge
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Jo tum rahoge jo kuchh na kahoge
Rahega sada yeh fasana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora

Zamane se jo maine seekha
Nahi kuchh bhi woh mere kaam ka
Sikha do jo tum meet mere
Mujhe naghma ik apne naam ka

Saje subah chehra khile sham ka
Abhi kya sunoge suna to hansoge
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora

Kareeb aake bhi door rehna
Tumhi jaano hai ismein raz kya
Jo kuchh hai to hai naaz gham par
Karun dil par main apne naaz kya

Sada meri kya hai mera saaz kya
Abhi kya sunoge suna to hansoge
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora

Kisi ka no ho ispe saaya
Mujhe aise din aisi raat do
Main manzil to khud dhoondh loongi
Mere hathon mein apna hath do

Kadam do kadam tum mera sath do
Abhi kya sunoge suna to hansoge
Ke hai geet adhoora tarana adhoora
Ke hai geet adhoora tarana adhoora



More Lyrics From Satyakam