Zindagi Hai Kya Bolo Lyrics - Satyakam
Zindagi Hai Kya Bolo Lyrics from Satyakam is Hindi song in the voices of Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Mukesh. Zindagi Hai Kya Bolo song lyrics are written by Kaifi Azmi, its music is given by Laxmikant Pyarelal. Satyakam is a 1969 Hindi movie starring Ashok Kumar, Dharmendra and Manmohan.

Zindagi Hai Kya Bolo Song Detail
Song: Zindagi Hai Kya Bolo
Album: Satyakam (1969)
Singer: Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Mukesh
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Kaifi Azmi
Star Cast: Ashok Kumar, Dharmendra, Manmohan etc.
Director: Hrishikesh Mukherjee
Zindagi Hai Kya Bolo Lyrics
Zindagi hai kya bolo
Zindagi hai kya
Zindagi hai kya bolo
Zindagi hai kya
Zindagi hai lattu
Zindagi hai lattu
Chahe jahan nacha lo
Chahe jidhar ghuma lo
Bhaade ka jaise tattoo
Lattu zindagi hai lattu
Zindagi hai ladki ladki
Zindagi hai ladki
Zindagi hai ladki
Ladki ka naam mat lo kyun
Uska salaam mat lo kyun
Ladki badhaye kadki
Ladaki zindagi hai ladaki
Zindagi hai ladaki
Ladki ka naam mat lo mat lo
Uska salaam mat lo mat lo
Ladki badhaaye kadki
Ladki zindagi hai ladki
Lattu nahi hai ladki nahi hai
Zindagi hai sacchayi
Lattu nahi hai ladki nahi hai
Zindagi hai sacchayi
Mitti ki moorat jab sach boli
Aadmi tab kehlaayi
Aadmi hai kya bolo
Aadmi hai kya
Aadmi hai kya bolo
Aadmi hai kya
Adami hai bandar
Adami hai bandar
Roti utha ke bhaage
Kapde chura ke bhaage
Kehlaye woh sikandar
Bandar aadmi hai bandar
Adami hai bandar
Roti utha ke bhaage bhaage
Kapde chura ke bhaage bhaage
Kehlaye woh sikandar
Bandar aadami hai bandar
Aadmi hai charakha
Aadmi hai charakha
Arre cheyun cheyun hamesha bole
Bhon bhon hamesha dole
Rukte kabhi na dekha dekha
Aadami hai charakha
Bandar nahi hai charakha nahi hai
Aadmi ka kya kehna
Bandar nahi hai charakha nahi hai
Aadmi ka kya kehna
Pyar mohabbat fitrat uski
Dosti mazhab uska
Dosti hai kya bolo dosti hai kya
Dosti hai kya bolo dosti hai kya
Dosti hai motor
Arre dosti hai motor
Sab jismein ghoomte hain
Masti mein jhoomte hain
Jabtak ke ho na puncture puncture
Dosti hai motor
Oye dosti bhai lassi
Dosti hai bhai lassi
Oye pee lo zara na chhodo
Bhoole se bhi na todo
Jaadu ki hai yeh rassi
Lassi dosti hai lassi
Lassi nahi hai rassi nahi hai
Dosti dil ki dhadkan
Lassi nahi hai rassi nahi hai
Dosti dil ki dhadkan
Dushmani sehra sehra
Par dosti gulshan gulshan
Dosti gulshan gulshan
Dosti gulshan gulshan
Dosti gulshan gulshan